Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Thursday, August 15, 2019

❗ Only-Quran-Hadith Quiz 793❗

❗ Only-Quran-Hadith Quiz 793❗

Jawab ek se zyada hai

Sawal : Inmein se wo kaun hai jiska zamin Allah hai yani wo Allah ki hifz aur aman mein aa jata hai ?

A. Mareez ki ayadat karne wala
B. Allah ki raah mein jihad ke liye nikalne wala
C. Namaz ke liye Masjid ki taraf jaane wala
D. Janaze ke saath jaane wala
E. Ghar mein salam karke dakhil hone wala
F. Quran ko hifz karne wala
G. Fajr ki namaz padhne wala
H. Logo ko Quran sikhane wala
i.  Umrah ke liye ghar se nikalne wala
J. Sahi Jawab ka intezar hai


❗ Only-Quran-Hadith Quiz ❗

Answer are more than one

Quiz : Who is under the under the protection or security of Allah ?

A. One who visit the sick
B. One who fight in the way of Allah
C. One who go towards masjid for pray
D. One who go with the funerel
E. One who enter home after saying salam
F. One who learnt Quran by heart
G. One who pray morning prayer
H. One who teach Quran 
I.  One who go for umrah
J. I want to know

Answer ABCDEG
--------
Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam ne farmaya teen Qisam ke log aise hai jinka zaameenAllah Subhanahu hai (yani unki hifazat Allah ke zimme hai) Ek wo Jo Allah Subhanahu Ke raste main  jihad ke liye nikle Allah Subhanahu uska zaameen hai ya usay faut de Kar Jannat main dakhil karega ya ajer de aur ganimat ke Sath wapas lautaega dusra wo Shaks Jo Masjid ki tarf Chala Allah Subhanahu uska zaamen hai ya usay Wafat de Kar Jannat main dakhil karega ya ajer aur ganimat ke Sath wapas lautaega teesra wo Shaks Jo apne Ghar main salam Kar ke dakhil hua Allah 
Subhanahu uska bhi zaamen hai
Sunan Abu Dawud, Jild 2, 722-Sahih

Rasoollallah Sallallhu-Alaihi-Wasallam ne farmaya jo subah ki Namaz ada kar le wo Allah subhanahu ke zimme (panah) mein hai 
Sunan Ibn Majah, Vol 3, 827-Sahih 

Saad bin Muad Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam ne hame 5 cheezon ki nasihat farmayee, jo shakhs inmein se koi ek bhi naseehat par amal karega Allah Subhanahu uska zaameen Hoga (yani wo Allah ki Hifazat mein hoga) 
1. Jo mareez ki ayadat kare 
2.  Janaze ke sath nikle,  
3. Allah Subhanahu ke raste main jihad Karne nikle, 
4. Imam ki taeed aur tauqeer ke liye uske paas Jaye, 
5. Apne Ghar main baitha rahe taake log us se salamat rahe aur wo logo se salamat rahe
Musnad Ahmed Hadees # 9625-Hasan
---------
عَنْ مُعَاذِ بْنِ جَبَلٍ ، قَالَ : قَالَ رَسُولُ اللَّهِ صَلَّى اللَّهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ : " خَمْسٌ مَنْ فَعَلَ وَاحِدَةً مِنْهُنَّ كَانَ ضَامِنًا عَلَى اللَّهِ عَزَّ وَجَلَّ : مَنْ عَادَ مَرِيضًا ، أَوْ خَرَجَ مَعَ جَنَازَةٍ ، أَوْ خَرَجَ غَازِيًا ، أَوْ دَخَلَ عَلَى إِمَامِهِ يُرِيدُ تَعْزِيرَهُ وَتَوْقِيرَهُ ، أَوْ قَعَدَ فِي بَيْتِهِ فَسَلِمَ النَّاسُ مِنْهُ وَسَلِمَ مِنَ النَّاسِ



Answer ABCDEG
--------
Abu Umama Al Bahili reported the Apostle of Allah(ﷺ) as saying There are three persons who are in the security of Allaah, the Exalted. A man who goes out on an expedition to fight in the path of Allaah, the Exalted, is in the security of Allaah, until He takes him unto Him(i.e., he dies) and brings him into Paradise or brings him(alive) with reward and booty he obtains and a man who goes to the mosque is in the security of Allaah, until he takes him unto Him(i.e., he dies), and he brings him into Paradise or brings him with reward and spoils he obtains; and a man who enters his house after giving salutation is in the security of Allaah, the Exalted.”
Sunan Abu Dawud,Book 14, 2488-Sahih

It was narrated from Samurah bin Jundab that the Prophet Peace be upon him said: "Whoever offers the morning prayer, he is under the protection of Allah, the Mighty and Sublime.) 
Sunan Ibn Majah, Book 36, Hadith 3946-Sahih

Narrated by Maaz bin jabal Radi Allahu Anhu that Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam adviced us five things , if somebody will follow any of this he will be in the security of Allah subhanahu
1. The one who visit a sick 
2. the one who go with funerel
3. the one who fight in the way of Allah 
4. The one who go towards any Imam (ruler) to obey or to respect him 
5. The one who sit at home so that people may safe from his eveil or he may safe from the evil of people
Musnad Ahmed Hadees # 9625-Hasan
---------
عَنْ مُعَاذِ بْنِ جَبَلٍ ، قَالَ : قَالَ رَسُولُ اللَّهِ صَلَّى اللَّهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ : " خَمْسٌ مَنْ فَعَلَ وَاحِدَةً مِنْهُنَّ كَانَ ضَامِنًا عَلَى اللَّهِ عَزَّ وَجَلَّ 
 مَنْ عَادَ مَرِيضًا ، أَوْ خَرَجَ مَعَ جَنَازَةٍ ، أَوْ خَرَجَ غَازِيًا ، أَوْ دَخَلَ عَلَى إِمَامِهِ يُرِيدُ تَعْزِيرَهُ وَتَوْقِيرَهُ ، أَوْ قَعَدَ فِي بَيْتِهِ فَسَلِمَ النَّاسُ مِنْهُ وَسَلِمَ مِنَ النَّاسِ

No comments:

Post a Comment