Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Thursday, August 15, 2019

❗Only-Quran-Hadith Quiz 791❗

❗Only-Quran-Hadith Quiz 791❗

Ek baar ek shahar ke log Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam ke pass aaye aur arz kiya ki hamare pass kisi amanat ki hifazat karne wale shaksh ko bhej dijiye 

Sawal 1 :  Wo kaunse Shahar ke log they ?

A. Najran 
B. Iraq
C. Faras (Iran) 
D. Habsha (Ethiopia) 
E. Yemen
F. Mulk e sham
G. Inmein se koi nahi 
H. Sahi jawab ka intezar hai

Sawal 2 : Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam  ne unke saath kaunse sahaba ko bheja ?

A. Abu Bakr Radi Allahu Anhu
B. Maaz bin jabal Radi Allahu Anhu
C. Talha Radi Allahu Anhu
D. Salman Farsi Radi Allahu Anhu
E. Ubai bin Kaab Radi Allahu Anhu
F. Zaid bin Thabit Radi Allahu Anhu
G. Inmein se koi nahi 
H. Sahi jawab ka intezar hai


❗Only-Quran-Hadith Quiz❗

Once some people came from a place to the Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam and said send an honest person with us that time and sahaba Radi allahu anhu were hoping to be that one

Quiz 1 : That people came from which place ?

A. Najran 
B. Iraq
C. Faras (Iran) 
D. Habsha (Ethiopia) 
E. Yemen
F. Mulk e sham
G. None of the above
H. I want to know

Quiz 2 : To whom Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam  sent with them ?


A. Abu Bakr Radi Allahu Anhu
B. Maaz bin jabal Radi Allahu Anhu
C. Talha Radi Allahu Anhu
D. Salman Farsi Radi Allahu Anhu
E. Ubai bin Kaab Radi Allahu Anhu
F. Zaid bin Thabit Radi Allahu Anhu
G. None of the above
H. I want to know

Sahi Jawab AG
----------
Ahle Najran Nabi Sallallahu Alahih Wasallam ki khidmat main hazir huye aur aarz Kiya ke hamare Sath koi Amanatdar Admee bheje Nabi  Sallallahu Alahih Wasallam ne farmaya ke main tumare Sath aisa Admee bhejunga Jo har tarha se Amanatdar hoga Sahaba Radi Allahu Anhuma (apne apne naam ke liye) muntazir thay Aap Sallallahu Alahih Wasallam ne Abu Ubaida bin Jarrah ko bheja
Sahih Bukhari #4381
--------
Narrated Hudhaifa Radi Allahu Anhu
The people of Najran came to the Prophet (ﷺ) and said, "Send an honest man to us." The Prophet (ﷺ) said, "I will send to you an honest man who is really trustworthy." Everyone of the (Muslim) people hoped to be that one. The Prophet (ﷺ) then sent Abu Ubaida bin Al-Jarrah Radi Allahu Anhu
Sahih Bukhari, Book 59, Hadith 664


Answer AG
---------
Narrated Hudhaifa Radi Allahu Anhu The people of Najran came to the Prophet (ﷺ) and said, "Send an honest man to us." The Prophet (ﷺ) said, "I will send to you an honest man who is really trustworthy." Everyone of the (Muslim) people hoped to be that one. The Prophet (ﷺ) then sent Abu Ubaida bin Al-Jarrah Radi Allahu Anhu
Sahih Bukhari, Book 59, Hadith 664

No comments:

Post a Comment