Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Thursday, August 15, 2019

❗Only-Quran-Hadith Quiz 787❗

❗Only-Quran-Hadith Quiz 787❗

Sawal : Inmein se wo kya hai jisko aadha iman kaha gaya hai ?

A. Haya
B. Namaz
C. Roza
D. Wuzu
E. Kalma-e-Tauheed
F. Sabr
G. Inmein se koi nahi
H. Sahi Jawab ka intezar hai


Quiz  : What is Half faith ?

A. Modesty
B. Namaz
C. Fasting
D. Wudhu
E. Kalma-e-Tauheed
F. Sabr
G. None of the above
H. I want to know



Answer D
-----
Banu Salim ke do Sahabi Jab un dono ki mulaqat huyee to Ek ne dusre se Kaha Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam ne farmaya Subhan'Allaah Aadhe (Nisf) Meezan ke barabar hai, Alhmadulillah ka sawab tarazu ko bhar deta hai aur Allahu Akbar Zameen aur Asman ke darmiyani hisse ko bhar deta hai, roza aadha Sabr hai aur wuzu Aadha Imaan hai
Masnad Ahmed-5444-Sahih
-----
عَنْ عَاصِمِ بْنِ أَبِی النَّجُودِ، عَنْ جُرَیٍّ قَالَ الْتَقَی رَجُلَانِ مِنْ بَنِی سُلَیْمٍ مِنْ أَصْحَابِ النَّبِیِّ ‌صلی ‌اللہ ‌علیہ ‌وآلہ ‌وسلم  فَقَالَ أَحَدُہُمَا لِصَاحِبِہِ: سَمِعْتُ النَّبِیَّ ‌صلی ‌اللہ ‌علیہ ‌وآلہ ‌وسلم  یَقُولُ: 
((سُبْحَانَ اللّٰہِ نِصْفُ الْمِیزَانِ، وَالْحَمْدُ لِلّٰہِ یَمْلَؤُہُ، وَاللّٰہُ أَکْبَرُ یَمْلَأُ مَا بَیْنَ السَّمَائِ وَالْأَرْضِ، وَالصَّوْمُ نِصْفُ الصَّبْرِ، وَالْوُضُوئُ نِصْفُ الْإِیمَانِ۔)) 
مسند أحمد: ٥٤٤٤-صحیح 
-----
A sahabi who belong to bani salim tribe narrated from Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam that SubhanAllah is equal to Half Scale(Meezan) and and the rewards of (saying) Alhamdulillah fill the meezan , and (Saying) Allahu Akbar fills the gaps between heaven and the earth, fasting is half patience and the ablution is half faith
Masnad Ahmed-5444-Sahih

No comments:

Post a Comment