Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Thursday, August 15, 2019

❗ Only-Quran-Hadith Quiz 786❗

❗ Only-Quran-Hadith Quiz 786❗ 

Ek baar ek nabee unki qaum ke logo ke saath kahi ja rahe they to raaste mein ek muqam aaya , usko dekhkar un  Nabee ne kaha ki agar tumko is muqam se guzarna hai to rote huye guzarna 

Sawal 1 : Wo muqam kaunsi qaum ke logo ka tha?

A. Qaum e Aad
B. Qaum e Samud
C. Qaum e Loot
D. Qaum e Tubba
E. Bani Isareel
F. Ashab Al Ukhdud
G. Inmein se koi nahi 
H. Sahi jawab ka intezar hai

Sawal 2 : Wo Nabee kaun they jinhone wo baat kahi thi?

A. Musa Alaihi salam 
B. Harun Alaihi salam 
C. Hood Alaihi salam 
D. Loot Alaihi salam 
E. Saleh Alaihi Salam
F. Khizr Alaihi Salam
G. Inmein se koi nahi 
H. Sahi jawab ka intezar hai


❗ Only-Quran-Hadith Quiz ❗ 

Once a Prophet was going with his people and they reached a place , after reaching their, that Prophet said if you want to enter in this place then enter weeping else don't enter.

Quiz 1 : That place belong to which people ?

A. Qaum e Aad
B. Qaum e Samud
C. Qaum e Loot
D. Qaum e Tubba
E. Bani Isareel
F. Ashab Al Ukhdud
G. None of the above
H. I want to know

Quiz 2 : What is the name of that Prophet who said those words ?

A. Musa alaihi salam 
B. Harun Alaihi salam 
C. Hood Alaihi salam 
D. Loot Alaihi salam 
E. Saleh Alaihi Salam
F. Khizr Alaihi Salam
G. None of the above
H. I want to know



*Answer BG*
----------
Abdullah bin Umar Radi Allahu Anhu se riwayat hai Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam ne Ashab Al-Hijr (Qaum e Samud) ke mutaliq farmaya tha ke tum iss Qaum ki basti se jab guzarna hi padh Gaya hai toh rote huye guzarna aur agar rote huye nahi guzar sakte toh phir us main na jao kahin tum par bhi wahi Azab na aaye Jo un par aaya tha
Sahih Bukhari, 4702
----------
Note : Qaum e Samud ko Ashab Al Hijr kaha jata hai.
-----------
Narrated Abdullah bin Umar Radi Allahu Anhu (While we were going for the Battle of Tabuk and when we reached the places of the dwellers of Al- Hijr), Allah's Messenger (ﷺ) said about the dwellers of Al-Hijr (People of Samud). "Do not enter (the dwelling places) of these people unless you enter weeping, but if you weep not, then do not enter upon them, lest you be afflicted with what they were afflicted with."
Sahih Bukhari, Book 60, Hadith 225

No comments:

Post a Comment