Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Thursday, August 15, 2019

❗ Only-Quran-Hadith Quiz 774❗

❗ Only-Quran-Hadith Quiz 774❗ 


Sawal 1 :   Kaba sharif mein wo kaunsi jagah hai jisko Al-Hijr kaha jata hai ?

Sawal 2  : Wo kaunsi jagah hai jaha namaz padhna Kaba sharif ke andar wale hisse mein namaz padhne ke barabar hai ?

A. Maqam e ibrahim
B. Hajr e Aswad
C. Hateem
D. Safa
E. Marwa
F. Rukne yamani
G. Inmein se koi nahi 
H. Sahi jawab ka intezar hai

❗ Only-Quran-Hadith Quiz ❗ 

Quiz 1 : Which place is called Al-Hijr near the kaba  ?

Quiz 2 : What is that place if we pray there its equal to pray inside kaba ?

A. Maqam e ibrahim
B. Hajr e Aswad
C. Hateem
D. Safa
E. Marwa
F. Rukne yamani
G. None of the above
H. I want to know


Sahi Jawab: CC
----
Aisha Radi Allahu Anha se riwayat hai ke meri Khuwaish thi ke main Kaba sharif ke andar dakhil ho Kar us main Namaz padhu toh Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam ne mera haath pakda aur mujhe Al hijr (yani hateem) main dakhil kar Diya aur farmaya jab tum baitulllah main dakhil hona chaho toh Al-Hijr (hateem) ke andar Namaz padh liya Karo kyu ke ye bhi Baitullah hi ka ek hissa hai,  tumhari qaum ke logo ne jab Kaba tamir Kiya toh essi par Ektifa Kiya to logo ne usay baitullah se Kharij hi Kar diya
Jamia tirmizi  Jild 1 , 858 
---
عَنْ أُمِّهِ، عَنْ عَائِشَةَ، قَالَتْ كُنْتُ أُحِبُّ أَنْ أَدْخُلَ، الْبَيْتَ فَأُصَلِّيَ فِيهِ فَأَخَذَ رَسُولُ اللَّهِ صلى الله عليه وسلم بِيَدِي فَأَدْخَلَنِي الْحِجْرَ فَقَالَ ‏ 
صَلِّي فِي الْحِجْرِ إِنْ أَرَدْتِ دُخُولَ الْبَيْتِ فَإِنَّمَا هُوَ قِطْعَةٌ مِنَ الْبَيْتِ وَلَكِنَّ قَوْمَكِ اسْتَقْصَرُوهُ حِينَ بَنَوُا الْكَعْبَةَ فَأَخْرَجُوهُ مِنَ الْبَيْتِ ‏‏
----
Narrated Aisha, Ummul Mu'minin Radi Allahu Anhu I liked to enter the House (the Ka'bah) and pray therein. The Messenger of Allah (ﷺ) caught me by hand and admitted me to al-Hijr. He then said: Pray in al-Hijr  (Hateem) when you intend to enter the House (the Ka'bah), for it is a part of the House (the Ka'bah). Your people shortened it when they built the Ka'bah, and they took it out of the House.
Jamia Tirmizi Volume 2, 876 Sahih

No comments:

Post a Comment