Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Thursday, August 15, 2019

❗ Only-Quran-Hadith Quiz 773 ❗

❗ Only-Quran-Hadith Quiz 773 ❗ 

Ek quam aisee thi jo baal ki ibadat karti thi 

Sawal 1 : Wo baal kya tha ?

A. Ek Jinn
B. Ek Aurat
C. Ek Aag
D. Ek Darakht
E. Ek Pahad
F. Ek Badal
G. Inmein se koi nahi 
H. Sahi jawab ka intezar hai

Sawal 2 : Wo kaunse Nabee ki Quam thi jo baal ki ibadat karti thi ?

A. RasoolAllah SallAllahu Alaihi Wasallam
B. Ilyas Alaihi salam 
C. Hood Alaihi salam 
D. Shuaib Alaihi salam 
E. Yunus Alaihi Salam
F. Idris Alaihi Salam
G. Inmein se koi nahi 
H. Sahi jawab ka intezar hai



❗ Only-Quran-Hadith Quiz ❗ 

There were some people who used to worship a idol which name was Baal

Sawal 1 : What was that Baal ?

A. A Jinn
B. A Woman
C. A Fire
D. A tree
E. A Mountain
F. A Cloud
G. None of the above
H. I want to know

Sawal 2 : That people belong to which prophet ?

A. RasoolAllah SallAllahu Alaihi Wasallam
B. Ilyas Alaihi salam 
C. Hood Alaihi salam 
D. Shuaib Alaihi salam 
E. Yunus Alaihi Salam
F. Idris Alaihi Salam
G. None of the above
H. I want to know

*✅Sahih Jawab: BB*💐
----
Aur Ilyas Alahih Salam bhi Paigambaron mein se thay ,Jab unhone apni Qaum se kaha ke tum (Allah se) darte kyu nahi
Kya tum baal ko pukarte ( aur usay pujte) ho aur sabse behtar paida Karne wale ko chorh dete ho Allah Subhanahu ko Jo tumhara aur tumhare agle baap dadao Ka RABB hai , To unlogo ne unko jhutla diya to wo ( Dozakh main ) hazir kiye janege
Surah As-Saffat (37) ayat 123 - 127
---
Tafseer : Ahle Yamen aur Qabila Azd Shanu'ah ko baal kehte thay Baal nami jis boot ki ye puja Karte thay wo ek aurat thi unke Shehar Ka naam Baalbek tha
Tafseer ibn kaseer


Answer BB
-------
Al Quran : And verily, Iliyas Alaihi salam was one of the Messengers.  
When he said to his people: "Will you not fear Allah?
"Will you call upon Ba'l (a well known idol of his nation whom they used to worship) and forsake the Best of creators,
"Allah, your Lord and the Lord of your forefathers?"
But they denied him [Iliyas (Elias)], so they will certainly be brought forth (to the punishment),
Surah Saffat (37) Aayat 123-127
-------
Explanation : Bal is the name of an idol which was worshipped by the people of a city called Balabak (Baalbek) which is to the west of Damascus. and that was a woman.
Tafseer ibn kathir , Surah Saffat (37) Aayat 123-127

No comments:

Post a Comment