Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Thursday, August 15, 2019

❗ Only-Quran-Hadith Quiz 758 ❗

❗ Only-Quran-Hadith Quiz 758 ❗  

Sawal : Wo kaunse khushnaseeb sahabi hain jinki paidayeesh par RasoolAllah ﷺ ne khajur chaba kar unke munh mein dali thi ?

A. Hasan Radi Allahu Anhu
B. Zubair Radi Allahu Anhu
C. Abdullah ibn Umar Radi Allahu Anhu
D. Talha Radi Allahu Anhu
E. Umama Radi Allahu Anha
F. Fatima Radi Allahu Anha
G. Inmein se koi nahi
H. Sahi jawab ka intezar hai

❗ Only-Quran-Hadith Quiz ❗  

Quiz : In whose mouth Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam put the (juice of) chewed date on his/her birth ?

A. Hasan Radi Allahu Anhu
B. Zubair Radi Allahu Anhu
C. Abdullah ibn Umar Radi Allahu Anhu
D. Talha Radi Allahu Anhu
E. Umama Radi Allahu Anha
F. Fatima Radi Allahu Anha
G. None of the above
H. I want to know


Sahi jawab G
Abdullah bin Zubair Radi Allahu Anhu
--------
Aisha Radi Allahu Anha ne bayan kiya Sabse pahla bacha Jo Islam main (Hijrat ke bad) paida hua Abdullah bin Zubair Radi Allahu Anhu hai innehin log Nabi Sallallahu Alahih Wasallam ki khidmat main laye toh Aap Sallallahu Alahih Wasallam ne Ek Khajoor le Kar usay chabaya phir usko unke muh mai dal diya islye sabse pehli Cheez Jo unke pait main gayee wo Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam Ka luaab e Mubarak tha
Sahih Al-Bukhari 3910
---------
Narrated Aisha Radi Allahu Anha The first child who was born in the Islamic Land (i.e. Medina) amongst the Emigrants, was `Abdullah bin Az-Zubair. They brought him to the Prophet. The Prophet (ﷺ) took a date, and after chewing it, put its juice in his mouth. So the first thing that went into the child's stomach, was the saliva of the Prophet.
Sahih Bukhari,Book 58, Hadith 249

No comments:

Post a Comment