Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Thursday, August 15, 2019

❗ Only-Quran-Hadith Quiz 751 ❗

❗ Only-Quran-Hadith Quiz 751 ❗ 

Sawal : Inmein se wo kaun hai jo rozedar ki tarah hota hai  ?

A. Jo Kisi musalman ki madad ke liye ghar se nikalta hai
B. Jo Allah ke liye kisi Sarhad par pahredari kare
C. Jo Masjid mein namaz padhkar baitha rahe
D. Jo Kisi Mareez ke pass ayadat ke liye baitha rahta hai
E. Jo kisi mujahid ke ghar ki dekhbhal kare
F. Jo jamat ke saath rahta hai
G. Inmein se koi nahi
H. Sahi jawab ka intezar hai


❗ *Only-Quran-Hadith Quiz* ❗ 

Quiz : Who is equal to the fasting person ?

A. The one who  go out to help any muslim 
B. The one who petrol any border for Allah's sake
C. The one who sit in the masjid after prayer
D. The one who visit a sick 
E. The one who look after the house of a mujahid
F.  The one who live with Jamat 
G. None of the above
H. I want to know



Sahi Jawab C
------
Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam ne farmaya jab Banda Wazu Kar ke Masjid main aata hai to Allah Subhanahu uske har Qadam ke badle das nekiyan likhte hai phir jab wo Masjid mein Namaz padh kar wahi baith jata hai to wo roza rakhne wale aur Qayam Karne wale ki tarha hota hai Yaha tak ke wo lot aata hai

Musnad Ahmed # 591-Sahih
------
*قَالَ رَسُولُ اللَّهِ صَلَّى اللَّهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ*
*اِذَا تَوَضَّأَ الرَّجُلُ فَأَتَی الْمَسْجِدَ کَتَبَ اللّٰہُ عَزَّ وَجَلَّ لَہُ بِکُلِّ خُطْوَۃٍ یَخْطُوْہَا عَشْرَ حَسَنَاتٍ، فَاِذَا صَلّٰی فِی الْمَسْجِدِ ثُمَّ قَعَدَ فِیْہِ کَانَ کَالصَّائِمِ الْقَانِتِ حَتَّی یَرْجِعَ۔*


Answer C
------
Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam said After perofrming ablution (Wudhu) if a slave comes in masjd , Allah subhanahu increase his 10 good deeds for each steps , And after performing prayer if he sits in the masjid he will be like the one who fast and do Qayam untill he return back (from masjid)
Musnad Ahmed # 591-Sahih
------
*قَالَ رَسُولُ اللَّهِ صَلَّى اللَّهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ*
*اِذَا تَوَضَّأَ الرَّجُلُ فَأَتَی الْمَسْجِدَ کَتَبَ اللّٰہُ عَزَّ وَجَلَّ لَہُ بِکُلِّ خُطْوَۃٍ یَخْطُوْہَا عَشْرَ حَسَنَاتٍ، فَاِذَا صَلّٰی فِی الْمَسْجِدِ ثُمَّ قَعَدَ فِیْہِ کَانَ کَالصَّائِمِ الْقَانِتِ حَتَّی یَرْجِعَ۔*

No comments:

Post a Comment