❗ Only-Quran-Hadith Quiz 750 ❗
Jawab ek se zyada hai
Sawal : Inmein se kisko Allah subhanahu ki tazim ka hisaa kaha gaya hai ?
A. Allah ke liye kisi se muhabbat karna
B. Allah ki masajid ko aabad karna
C. Aadil Baadshah ki ezzat karna
D. Quran ke Hafiz aur Aalim ki ezzat karna
E. Kisi musalman mareez ki ayadat karna
F. Buzurg Musalman ki ezzat karna
G. Mujahid ki ezzat karna
H. Sahi jawab ka intezar hai
❗*Only-Quran-Hadith Quiz*❗
*Answers are more than one*
*Quiz : What are the deeds which is the part of the Glorifying Allah ?*
A. Love someone for the sake of Allah
B. Keep praying in the masajid of Allah
C. Showing respect to the just ruler
D. Showing respect to the One who can expound the Qur'an
E. Visiting the sick
F. Showing respect to the Old believers
G. Showing respect to the Mujahid
H. I want to know
Sahi Jawab ACDF
-----
✦:Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam ne farmaya Jo banda Allah Subhanahu ke liye kisi bande se Mohabbat karta hai wo Allah Subhanahu Ka ikram (tazeem) karta hai
Musnad Ahmed # 9456-Sahih
---------
قَالَ رَسُوْلُ اللّٰہِ صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم : مَا اَحَبَّ عَبْدٌ عَبْدًا لِلّٰہِ عَزَّوَجَلَّ اِلَّا اَکْرَمَ رَبَّہُ عَزَّوَجَلَّ۔
✦ Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi wasallam ne farmaya Allah subhanahu ki tazeem ka hissa ye bhi hai ki safed baalo wale musaman (yani Buzurg) ki ezzat ki jaye, aur Quran karim ke hamil yani Hafiz aur Aalim ki bhi ezzat ki jaye siwaye usmein gulu aur kamee karne walo ke aur aadil baadshah ki bhi ezzat ki jaye
Sunan Abu Dawud, Jild 3,1415-Sahih
---------
قَالَ رَسُولُ اللَّهِ صلى الله عليه وسلم إِنَّ مِنْ إِجْلاَلِ اللَّهِ إِكْرَامَ ذِي الشَّيْبَةِ الْمُسْلِمِ وَحَامِلِ الْقُرْآنِ غَيْرِ الْغَالِي فِيهِ وَالْجَافِي عَنْهُ وَإِكْرَامَ ذِي السُّلْطَانِ الْمُقْسِطِ
Answer ACDF
-----
Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam said if any slaves loves someone for the sake of Allah it means he is Glorifying Allah

✦ Narrated AbuMusa al-Ash'ari Radi Allahu Anhu Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam said: showing honour to a grey-haired Muslim and to one who can expound the Qur'an, but not to one who acts extravagantly regarding it, or turns away from it, and showing honour to a just ruler is the part of the Glorifying Allah
Sunan Abu Dawud, Book 42, 4825-Sahih

No comments:
Post a Comment