Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Thursday, August 15, 2019

Only-Quran-Hadith Quiz 746

Only-Quran-Hadith Quiz 746

Sawal : Tauba ke darwaze ki chodhayee (widht) kitni din ya  mahine ya saal ki musafat hai ?

A. 70 Saal
B. 7 mahine
C. 70 din
D. 7 Saal
E. 70 Mahine
F. 7 Din
G. Inmein se koi nahi
H. Sahi jawab ka intezar hai

Quiz : What is the widh of the door of the repentance  ?
(how much time a person has to walk to cross the widht of that door)

A. 70 Year
B. 7 Month
C. 70 Day
D. 7 Year
E. 70 Month
F. 7 Day
G. Inmein se koi nahi
H. Sahi jawab ka intezar hai


Sahi Jawab A
-------
RasoolAllah Sal-Allahu Alaihi wasallam  ne farmaya magrib ki taraf ek darwaza khula hua hai jiski chodhayee 70 saal ki musafat hai ye darwaza tauba ke liye us waqt tak khula rahga jab tak ki Suraj waha se na nikal jaye ,Jab Suraj waha s enikal jayega to phir uske baad kisi ka iman lana faydemand nahi hoga jo us se pahle iman na laya ho aur na hi iman ki halat mein koi neik kaam fayda dega
Sunan Ibn maja, Jild 3, 951-Sahih
-------
RasoolAllah Sal-Allahu Alaihi wasallam said Towards the west ( the place of the setting of the sun) there is an open door, seventy years wide. That door will remain open for repentance until the sun rises from this direction. When it rises from this direction, faith will not benefit any soul that did not believe before or earn anything good through its faith.”
Sunan Ibn maja, Book 36, 4070-Sahih

No comments:

Post a Comment