❗Only-Quran-Hadith-Quiz 812❗
Sawal : Ek Shakhs ne Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam se apne dil ke sakht hone ki baat kahi to Aapne usko kaun kaun se kaam karne ko kaha jis se ki uska dil naram ho jaye?
A. Mareez ki Ayadat karna
B. Janaze ke saath jana
C. Qabro ki ziyarat karna
D. Miskeen ko khana khilana
E. Zyada Tauba Astigfar padhna
F. Tanhayee mein Allah ke khauff se aansoo bahana
G. Yateem ke sir par haath pherna
H. Sahi Jawab ka intezar hai
❗Only-Quran-Hadith-Quiz❗
Quiz : A perosn complain to Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam about the hardness of his heart , What advice Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam gave him ?
A. Visit to a sick
B. Go with the funeral
C. Visit to the graveyard
D. Feed the poor
E. Do Astagfar as much as you can
F. Cry with the fear of Allah in alone
G. Pat the head of the orphan
H. Sahi Jawab ka intezar hai
Answer DG
------
Abu hurairah Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki ek aadmi ne Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam se apne dil ke sakht hone ki baat kahi to Aap Sallallahu Alahih Wasallam ne us se farmaya ki agar tum dil ko naram karna chahte ho to miskeen ko khana khilaya karo aur yateem ke sir par haath phera karo
Al Silsila Saiha-281
--------
عَنْ أَبِي هُرَيْرَةَ رضی اللہ عنہ أَنَّ رَجُلًا شَكَا إِلَى رَسُولِ اللهِ صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم قَسْوَةَ قَلْبِهِ فَقَالَ لَهُ: إِنْ أَرَدْتَّ تَلْيِيْنَ قَلْبِكَ فَأَطْعِمِ الْمِسْكِينَ وَامْسَحْ رَأْسَ الْيَتِيمِ
Answer DG
------
Abu Huraira Radi Allahu Anhu reported A man came to the Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam and he complained about the hardness of his heart. The Prophet Sallallahu Alaihi Wasallam said, If you want to soften your heart, then feed the poor and pat the head of the orphan.

Thank you😊😊😊😊😊😊😊
ReplyDelete