Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Thursday, August 15, 2019

❗ Only-Quran-Hadith Quiz 782 ❗

❗ Only-Quran-Hadith Quiz 782 ❗ 

Sawal 1 : Kis wajah se Musa Alaihi salam ko khizr Alaihi salam ke pass jana padha tha ?

A. Unki quam ne bachde ki ibadat shuru kar di thi
B. Unhone Allah ke paigam ki takhtiya zameen par phenk di thi
C. Unhone Maut ke farishte ko ghunsa maar diya tha 
D. Unhone bani israeel ke ek shaksh ko galti se maar diya tha
E. Unhone kaha tha sabse bada aalim main hu
F. Unki Qaum ne bait ul Muqaddas ke liye jung karne se mana kar diya tha
G. Inmein se koi nahi 
H. Sahi jawab ka intezar hai

Sawal 2 : Allah subhanahu ne Khizr Alaihi salam ke milne ki jagah ki kya nishani batayee thi ?

A. Aisee gaar Jaha Suraj ki roshni nahi aati
B. Aisee gaar chand aur suraj dono ek saath dikhayee dete hain
C. Aisa dariya Jaha do machliya milti hain
D. Jaha insan ka Saaya nahi dikhayee deta
E. Jaha Dariya se chashma (river) nikalta ho
F. Jaha Pahad par ek aag nazar aayegi
G. Inmein se koi nahi 
H. Sahi jawab ka intezar hai



Quiz 1 : For which reason Mosa Alaihi Salam had to go to Khizr alaihi salam ?

A. Because his people start worshipping the calf
B. Because he threw down the revelations of Allah 
C. Because He slapped the angel of death
D. he killed a person by mistake
E. He said I am the most learned person among the people
F. Because his people denied to fight for Bait Al Muqaddas
G. None of the above
H. I want to know

Quiz 2 : What sighn Allah said to musa Alaihi salam to meet the Khizr Alaihi salam ?

A. The cave where the sun light doesnt come
B. The cave where the moon and the sun comes together
C. The sea where two fish meet
D. The place where the shadow does not appear
E. The sea where the spring come out
F. The mountian where the fire will be enlighting
G. None of the above
H. I want to know


Sahi Jawab EG
-------------
Ubai ibn kaab Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam ne farmaya ek baar Musa Alahih Salam Bani israil ko bayan de rahe they to unse pucha gaya Sabse bada Aalim koun Shakhs hai , Musa Alahih Salam ne farmaya Main hu,  Allah Subhanahu ne iss par gussa kiya kyunki unhone ilm ki nisbat Allah Subhanahu ki taraf nahi ki thi , phir (Allah sbhanahu ne) unke paas wahi bheji ke Yaha mere bandon main se ek Banda do dariyan ke Milne ki jagha par hai wo tumse bada Alim hai Musa Alahih Salam ne Arz kiya Eh RABB inn tak pahuchne ka tareeqa kya hoga ? Allah Subhanahu ne farmaya Ek Machli ek tokri (basket) main Sath le lo phir jaha  wo Machli ghoom ho Jaye wahi unko talash karna
Sahih Bukhari, 4727 (Part)
--------------
Ubai bin Kab Radi Allahu Anhu narrated to us that Allah's Messenger (ﷺ) said, 'Moses got up to deliver a sermon before Bani Israel and he was asked, 'Who is the most learned person among the people?' Moses replied, 'I (am the most learned).' Allah then admonished Moses for he did not ascribe all knowledge to Allah only (Then) came the Divine Inspiration:-- 'Yes, one of Our slaves at the junction of the two seas is more learned than you.' Moses said, 'O my Lord ! How can meet him?' Allah said, 'Take a fish in a basket and wherever the fish is lost, follow it (you will find him at that place). 
Sahih Bukhari, Book 60, Hadith 251 (Part)

No comments:

Post a Comment