Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Thursday, August 15, 2019

❗ Only-Quran-Hadith Quiz 776 ❗

❗ Only-Quran-Hadith Quiz 776 ❗

*Sawal : Inmein se wo kaunse sahabi hain jinke Khaalu ( Yani Unki ammy ki bahan ke shohar) RasoolAllah SallAallahu Alaihi Wsallam they ?*

A. Abdullah bin Umar Radi Allahu Anhu
B. Zubair bin Awwam  Radi Allahu Anhu
C. Zaid bin Harith Radi Allahu Anhu
D. Zaid bin thabit Radi Allahu Anhu
E. Talha bin zubair Radi Allahu Anhu
F. Abdul Rahmman bin Awf Radi Allahu Anhu
G. Inmein se koi nahi
H. Sahi jawab ka intezar hai

*❗ Only-Quran-Hadith Quiz ❗*

*Quiz : What is the name of that sahabi whose mother's brother in law was RasoolAllah SallAallahu Alaihi Wsallam (means his mother's sister got married with RasoolAllah SallAallahu Alaihi Wsallam ?*

A. Abdullah bin Umar Radi Allahu Anhu
B. Zubair bin Awwam  Radi Allahu Anhu
C. Zaid bin Harith Radi Allahu Anhu
D. Zaid bin thabit Radi Allahu Anhu
E. Talha bin zubair Radi Allahu Anhu
F. Abdul Rahmman bin Awf Radi Allahu Anhu
G. None of the above
H. I want to kow

*✅ Sahi Jawab G 💐*
-----------
Abdullah bin Zubair Radi Allahu Anhu
Abdullah ibn Abbas Radi Allahu Anhu
Yazid bin al-Asamm Radi Allahu Anhu
--------
Ibn Abbas Radi Allahu Anhu ne bayan Kiya ke Mera Abdullah bin Zubair Radi Allahu Anhu se ikhtalaf ho gaya tha to maine Kaha ke unke Walid Zubair bin awwam Radi Allahu Anhu thay unki walida Asma binte Abi bakar Radi Allahu Anha they unki khala Aisha Radi Allahu Anha thi unke Nana Abu Bakr Radi Allahu Anhu thay aur unki dadi ( Huzur Sallallahu Alahih Wasallam ki Fufi Safiya Radi Allahu Anha thi )
Sahi Bukhari, 4664

Yazid bin al-Asamm Radi Allahu Anhu ne kaha ki mujhse maimuna bint haris Radi Allahu Anha ne khud bayan farmaya ki unse Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi wasallam ne us waqt nikah farmaya jab wo halal they (yani ihram ki halat mein they)  aur Maimuna Radi Allahu Anha meri aur ibn Abbas Radi Allahu Anha ki khala thi
Sahih Muslim, Jild 4,3453

Note : Abdullah ibn Abbas Radi Allahu Anhu ki walida  Lubaba bint Al-Harith thi , jo Ummul Momenin Maymunah bint Al-Harith Radi Allahu Anha ki bahan thi aur is rishte se wo unki khala huyee aur Rasoo-Allah Sallallahu Alahih Wasallam unke Khalu huye.

*✅ Answer G 💐*
-------
Abdullah bin Zubair Radi Allahu Anhu
Abdullah ibn Abbas Radi Allahu Anhu
Yazid bin al-Asamm Radi Allahu Anhu
-------
Narrated Ibn Abbas Radi Allahu Anhu When there happened the disagreement between Ibn Az-Zubair and Ibn Abbas, I said (to the latter), "(Why don't you take the oath of allegiance to him as) his father is Az-Zubair Radi Allahu Anhu and his mother is Asma Radi Allahu Anha and his aunt (mother's sister) is Aisha Radi Allahu Anha, and his maternal grandfather is Abu Bakr Radi Allahu Anhu, and his grandmother is Safiya?
Sahih Bukhari,Book 60, Hadith 186

Yazid b. al-Asamm Radi Allahu Anhu reported Maimuna daughter of al-Harith narrated to me that Allah's Messenger (ﷺ) married her and he was not in the state of Ihram. And she (Maimuna) was my mother's sister and that of Ibn 'Abbas (Allah be pleased with them).
Sahih Muslim, Book 8, Hadith 3285

Note : Abdullah ibn Abbas Radi Allahu Anhu's mother was  Lubaba bint Al-Harith and her sister Maymunah bint Al-Harith Radi Allahu Anha got married with RasoolAllah SallAllahu Alaihi Wasallam.



No comments:

Post a Comment