*Bismillahirrahmanirrahim*
✦ *Mafhum-e-Hadith: Allah subhanahu apne bando ko sabse zyada Arfa ke din aag se aazad karta hai*
------
✦ RasoolAllah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya Arfa se badh kar koi din aisa nahi jismein Allah subhanahu apne bando ko aag se aazad karta ho jitna ki arfa ke din aazad karta hai , Allah subhanahu qareeb se qareeb hota hai aur farishto ke samne bando ka haal dekh kar fakhr karta hai aur farmata hai ki ye kis irade se jama huye hain ?
Sahih Muslim, Jild 3, 3288
------
✦ रसूलअल्लाह सलअल्लाहू अलैही वसल्लम ने फरमाया अरफा से बढ़ कर कोई दिन ऐसा नही जिसमें अल्लाह सुबहानहु अपने बन्दों को आग से आज़ाद करता हो जितना की अरफ़ा के दिन आज़ाद करता है , अल्लाह सुबहानहु क़रीब से क़रीब होता है और फरिश्तो के सामने बन्दों का हाल देख कर फख्र करता है और फरमाता है की ये किस इरादे से जमा हुए हैं ?
सही मुस्लिम, जिल्द 3, 3288
------
رسول صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا کوئی دن نہیں جس میں اللہ تعالیٰ عرفہ کے دن سے بڑھ کر بندوں کو آگ سے آزاد فرماتا ہو،وہ ( اپنے بندوں کے ) قریب ہوتا ہے۔ اور فرشتوں کے سامنے ان لوگوں کی بناء پر فخر کرتا ہے اور پوچھتا ہے:یہ لوگ کیا چاہتے ہیں؟
صحیح مسلم جلد ۳ ۳۲۲۷
------
✦ The Messenger of Allah sallallahu alaihi wasallam said: There is no day on which Allah set free more slaves from the Fire than the Day of Arafah. He draws closer and closer, then He boasts about them before the angels and says: What do these people want?
Sahih Muslim, Book 7, 3126
No comments:
Post a Comment