Search Hadith

Video of the week

Traffic

A visitor from Hyderabad viewed 'Tauba-Astigfar (Asking pardon)' 13 mins ago
A visitor from Kharar viewed '♥ Namaz ke baad ke Azkar ♥' 18 mins ago
A visitor from Hyderabad viewed 'Mafhum e hadith : Namaz ke daur' 54 mins ago
A visitor from Karachi viewed 'Mix Four Azkar 40' 1 hr ago
A visitor from India viewed '❗Only-Quran-Hadith Quiz 1062❗' 1 hr 33 mins ago
A visitor from South shields viewed 'Khas Namazein aur Ibadatein (Sp' 1 hr 37 mins ago
A visitor from Mancherial viewed 'Hadith: Sham tak 70,000 farisht' 2 hrs 3 mins ago
A visitor from Hyderabad viewed 'Hadith: Sham tak 70,000 farisht' 2 hrs 6 mins ago
A visitor from Hyderabad viewed 'Tauba-Astigfar (Asking pardon)' 2 hrs 14 mins ago
A visitor from Hyderabad viewed 'Mafhum e hadith : Namaz ke daur' 2 hrs 40 mins ago

Total Pageviews

4,423,983

Category

Search Hadith

Thursday, August 15, 2019

❗Only-Quran-Hadith Quiz 843❗

❗Only-Quran-Hadith Quiz 843❗

Sawal : Wo kaunsa gunah hai, jisko karne wala  jab tak us gunah se tauba nahi kar leta tha RasoolAllah SallAallahu Alaihi Wasallam us se naraz rahte ??

A. Jhooth bolna
B. Sood lena
C. Takabbur karna
D. Zina karna
E. Geebat karna
F. Riyakari karna
G. inmein se koi nahi
H. Sahi Jawab ka intezar hai
 --------
Quiz : Whta is that sin , if somebody commited , RasoolAllah SallAallahu Alaihi Wasallam would not be pleased with him untill he repented from that sin ?

A. Telling a lie
B. Riba (Usuary)
C. Pride 
D. illegal intercourse
E. Backbiting
F. Showoff
G. None of the above
H. I want to know

Answer A
-------
Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ke nazdik jhoot se badh kar koi aur Aadat nafrat ke qabil aur na pasandida nahi thi aur jab koi Admee Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ke paas jhoot bolta to wo hamesha Aap Sallallahu Alaihi Wasallam ki nazar mein qabil-e-nafrat (yani napasandida) rahta yaha tak ki Aap Sallallahu Alaihi Wasallam Jaan lete ke Usne jhoot se tauba Kar li hai
Jamia Tirmaizi 1973-Hasan
-------
There was no behavior more hated to the Messenger of Allah than lying. A man would lie in narrating something in the presence of the Prophet, and he would not be content (please) until he knew that he had repented. 
Jamia Tirmaizi, Book 1, 1973-Hasan

No comments:

Post a Comment