❗Only-Quran-Hadith Quiz 675❗
*Jawab ek se ziyada hai*
*Sawal : Is Duniya mein wo kya hai ya kaun hain jo maluun (yani lanat kiya hua) nahi hai ?*
A. Maal
B. Allah ka zikr karne wale
C. Aulad
D. Ilm sikhne wale
E. Aalim
F. Khamosh rahne wale
G. Akele rahne wale
H. Sahi Jawab ka intezar hai
❗Only-Quran-Hadith Quiz❗
*Answer are more than one*
*Sawal : What are not the cursed in this world ?*
A. Wealth
B. The one who remember the Allah
C. Children
D. The one who acquires knowledge
E. The one who has knowledge
F. The one who keep quite
G. The one who stay alone
H. I want to know
✅ *Sahi jawab BDE* 💐
----------
*قَالَ رَسُولَ اللَّهِ ـ صلى الله عليه وسلم*
*الدُّنْيَا مَلْعُونَةٌ مَلْعُونٌ مَا فِيهَا إِلاَّ ذِكْرَ اللَّهِ وَمَا وَالاَهُ أَوْ عَالِمًا أَوْ مُتَعَلِّمًا*
----------
Abu Hurairah Radi Allahu anhu se rivayat hai ki RasoolAllah Sallallahu Alaihi wasallam ne farmaya duniya maloon (yani lanat ki huyee ) hai aur jo kuch duniya mein hai wo bhi maloon hai , siwaye Allah Subhanahu ke zikr ke aur jisko Allah subhanahu pasand farmata hai (ya jo uske zikr ke liye mufeed ho) aur siwaye Aalim ke , aur ilm sikhne wale ke ( in sabke siwa jo bhi hai wo maloon hai)
Sunan Ibn majah, Jild 3, 993-Hasan
------------

✅ *Answer BDE* 💐

Abu Hurairah Radi Allahu Anhu said I heard the Messenger of Allah Sallallahu Alaihi wasallam saying: This world is cursed and what is in it is cursed, except the remembrance of Allah (zikr) and the one who is liked by Allah (or what is helpful to that) or the one who has knowledge or who acquires knowledge.
Sunan Ibn Majah,Book 37, 4112-Hasan

No comments:
Post a Comment