❗Only-Quran-Hadith Quiz 617❗
*Dono sawal ke jawab saath mein dijiye*
*Sawal 1 : Inmeinse Wo kaunsee cheez hai jiski wajah se Qayamat ke din momeen saya hasil karega ?*
*Sawal 2 : Kis ke liye RasoolAllah ﷺ ne ye farmaya ki uski wajah se Qabr ki tapish khatam hoti hai ?*
A. Sila rahmi
B. Roza
C. Sadqa
D. Nawafil ibadat
E. Namaz ke liye kiya jane wala Wuzu
F. Zyada Astigfar
G. Husn Aakhlaq
H. inme se koi nahi
i. sahi jawab ka intezar hai
❗Only-Quran-Hadith Quiz❗
*Kindly reply two questions together like this AD , CA...*
Quiz 1 : What is the thing that will be the reason for the shade to the believers on the day of Qayamah ?
Quiz 2 : What is the thing that removes the grave's heat ?
A. Keeping good relations with the relatives
B. fasting
C. Charity
D. Obligatory deeds
E. Ablution (Wuzu)
F. Astigfar
G. Good character
H. None of the above
i. I want to know
✅ *Sahi Jawab CC* 💐
-------------
Uqba bin aamir radi allahu anhu se rivayat hai ki RasoolAllah ﷺ ne farmaya beshak sadqa , sadqa karne walo se Qabr ki garmee (tapish) ko khatam kar deta hai aur momeen Qayamat ke din apne sadqe ka saya hasil karega
Al-Silsila-tus-Sahiha ,1816
Note : Yaha sadqe ka saya se murad Allah subhanahu ka wo saya hai jo usko sadqe ki wajah se qayamat ke din diya jayega
-------------
*قَالَ رَسُولُ اللهِ صلی اللہ علیہ وسلم : إِنَّ الصَّدَقَةَ لَتُطْفِيءُ عَنْ أَهْلِهَا حَرَّ الْقُبُورِ، وَإِنَّمَا يَسْتَظِلُّ الْمُؤْمِنُ يَوْمَ الْقِيَامَةِ فِي ظِلِّ صَدَقَتِهِ*
-------------
Rasoollallahu Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya Allah 7 tarah ke logo ko us din apne saye mein jagah dega jis din uske saye ke siwa aur koi saya na hoga
1. Insaaf karne wala baadshah,
2. Wo Nojawan jo apne RABB ki ibadat mein jawani mein bhi mashruf raha,
3. Aisa shaksh jiska dil hamesha masjid mein laga rahta hai
4. Do aise shaksh jo Allah ke liye aapas mein mohabbat rakhtey hain aur sirf allah ke liye miltey aur juda hote hain.
5. wo Nojawan jise ki baizzat aur haseen aurat ne (burey irade se) bulaya lekin usney kah diya main Allah se darta hun ey
6. *Aisa shaksh jisne aisey chupa ke sadqa diya ki bahine haath ko bhi khabar nahi huyee ki dahine haath ne kya kharch kiya*
7. wo shaksh jisne tanhaii mein Allah ko yaad kiya aur aankhon se aansoo jaari ho gaye.
Sahih Bukhari, Jild 1 , 660
✅ *Answer CC* 💐
--------------
Narrated by uqba bin aamir radi allahu anhu RasoolAllah ﷺ said Indeed Charity puts out the heat of the grave for its people, and certainly the believer will take shade under his charity on the day of Judgement
Al-Silsila-tus-Sahiha ,1816
*Note : Here shade of charity means the shade of Allah which will be given to him because of charity*
-------------
* قَالَ رَسُولُ اللهِ صلی اللہ علیہ وسلم : إِنَّ الصَّدَقَةَ لَتُطْفِيءُ عَنْ أَهْلِهَا حَرَّ الْقُبُورِ، وَإِنَّمَا يَسْتَظِلُّ الْمُؤْمِنُ يَوْمَ الْقِيَامَةِ فِي ظِلِّ صَدَقَتِهِ*
-------------
RasoolAllah Sallallahu Alaihi Wasallam said, "Allah will give shade, to seven, on the Day when there will be no shade but His. one of them is
1.A just ruler,
2.A youth who has been brought up in the worship of Allah,
3.A man whose heart is attached to the mosques,
4.Two persons who love each other only for Allah's sake and they meet and part in Allah's cause only,
5.a man who refuses the call of a charming woman of noble birth for illicit intercourse with her and says: I am afraid of Allah,
6.*a man who gives charitable gifts so secretly that his left hand does not know what his right hand has given*
7.and a person who remembers Allah in seclusion and his eyes are then flooded with tears."
Sahih Bukhari, Book 11, No.629

6.*A man who gives charity so secretly that his left hand does not know what his right hand has given*

No comments:
Post a Comment