Search Hadith

Video of the week

Traffic

A visitor from Hyderabad viewed '✦ Part 23 - Seerat un Nabee Sal' 48 secs ago
A visitor from Kharar viewed '♥ Morning Azkar ♥' 2 hrs 57 mins ago
A visitor from Karachi viewed 'Mafhum-e-Hadith: Tum mein se ko' 3 hrs 43 mins ago
A visitor from Islamabad viewed '✦ Mafhum-e-Hadith: Raaste mein' 3 hrs 44 mins ago
A visitor from Bengaluru viewed '❗*Only-Quran-Hadith Quiz 1077*❗' 3 hrs 57 mins ago
A visitor from Vadodara viewed 'Beautiful Designed Images of Az' 4 hrs 55 mins ago
A visitor from Delhi viewed 'Azab (Punishment)' 7 hrs 47 mins ago
A visitor from Delhi viewed '2013' 8 hrs 23 mins ago
A visitor from Vadodara viewed 'Beautiful Designed Images of Az' 9 hrs 19 mins ago
A visitor from Kuwait city viewed 'Duniya-Aakhirah ( World-Hereaft' 9 hrs 45 mins ago

Total Pageviews

4,427,034

Category

Search Hadith

Tuesday, January 8, 2019

❗*Only-Quran-Hadith Quiz 628 ❗

❗*Only-Quran-Hadith Quiz 628❗


*Jawab ek se zyada hai*

*Sawal : Ismein se kis kis ko bade gunah kaha gaya hai ?*

A. Aurat ka bina kisi wajah talaq maangna
B. Aurat se hajat puri karke talaq de dena aur haq mahar bhi na dena 
C. Mazdur se mazduri karwa kar uski ujrat na dena 
D. Juma ke khutbe ko nahi sunna
E. Juwaa khelna
F. Yateem ka maal kha jana
G. Kisi jaanwar ko befayda qatl karna
H. Sahi jawab ka intezar hai

 ❗*Only-Quran-Hadith Quiz*❗

*Answers are more than one*

*Sawal : which are greater sins among below*

A. Asking Divorce by a woman without any reason
B. who marries a woman , fulfill his desires and  divorce her and also take her Mahr (dowry)
C. Having employed somebody, and take his pay illegaly 
D. Not attending the friday sermon
E. Gambling
F.  Taking illegaly the property of orphans 
G. Killing animals for no valid reason
H. I want to know

 ✅ *Sahi Jawab BCEFG* 💐
------------
✦ Al Quran : Aap se Sharaab aur juye (gambling) ke bare mein puchte hain kah do inmein bada gunaah hai aur logon ke liye kuch fayde bhi hain magar unka Gunah unke fayde se bahut bada hai 
Surah Al-Baqara, (2), Verse 219 

✦ Al Quran : Aur Yateemo ko unke maal de do aur napak ko paak se na badlo aur un ke maal apne maal ke saath mila kar kha na jaya karo , ye bada gunah hai 
Surah An-Nisa , Aayat 2

Abdullah bin umar radi allahu anhuma se rivayat hai ki RasoolAllah SallAllahu Alaihi Wasallam ne farmaya bada gunah ye hai ki aadmee ek aurat se shadi kare , us se apni hajar puri kare aur phir usko talaq de de aur haq mahar bhi le le, dusra wo jisne kisi ko mazduri par lagaya aur uski ujrat kha gaya, aur teesra wo jisne kisi chopaye (jaanwar) ko befayda Qatl kar diya
Al-Silsila-As Sahiha, 1920

 ✅ Answer BCEFG 💐
------------------
✦ Al Quran : They ask you concerning alcoholic drink and gambling. Say: In them is a great sin, and (some) benefit for men, but the sin of them is greater than their benefit.
Al Quran, Al-Baqara (2), Verse 219

✦ Al Quran : And give unto orphans their property and do not exchange (your) bad things for (their) good ones; and devour (eat) not their substance (by adding it) to your substance. Surely, this is a greater sin.
Surah An-Nisa (4), Aayat 2

RasoolAllah SallAllahu Alaihi Wasallam said  The greatest sin amongst all sins in the eyes of Allah, is of 
1. A person, who marries a woman and divorces her after fulfilling his desires and also take her Mahr(dawry).
2. Secondly, is a person, who after having employed somebody take illegaly his pay. 
3. Thirdly, is a person who kills animals for no valid reason."
Al-Silsila-As Sahiha, 1920


No comments:

Post a Comment