❗Only-Quran-Hadith Quiz 655❗
*Sawal : Wo kaunse sahabi they jinko RasoolAllah ﷺ ne hajj ke dauran buland aawaz se Surah Tawba padhne ka hukm diya ?*
A. Abu Hurairah Radi Allahu Anhu
B. Abu bakr Radi Allahu Anhu
C. Umar Radi Allahu Anhu
D. Khalid bin walid Radi Allahu Anhu
E. Musaib bin Umair Radi Allahu Anhu
F. Ali Radi Allahu Anhu
G. Inmein se koi nahi
H. Sahi Jawab ka intezar hai
*❗Only-Quran-Hadith Quiz❗*
*Sawal : To whom RasoolAllah ﷺ orered to recited Surah Tawba Loudly during Hajj ?*
A. Abu Hurairah Radi Allahu Anhu
B. Abu bakr Radi Allahu Anhu
C. Umar Radi Allahu Anhu
D. Khalid bin walid Radi Allahu Anhu
E. Musaib bin Umair Radi Allahu Anhu
F. Ali Radi Allahu Anhu
G. None of the above
H. I want to know
✅ *Sahi Jawab F* 💐
-----------
Abu Hurairah Radi Allahu anhu ne kaha ki Abu bakr siddiq radi Allahu Anhu ne us hajj ke moqe par (jismein RasoolAllah ﷺ ne Abu bakr radi allahu anhu ko ameer banaya tha) mujhe bhi un elan karne walo mein rakha tha jinhe yaum e nahar (10 Dhul Hajj) isliye bheja tha ki wo elan kar de ki aane wale saal se koi mushrik hajj karne na aaye aur koi shakhs baitullah ka tawaf nanga hokar na kare, magar phir uske baad RasoolAllah ﷺ ne Ali Radi Allahu ko bheja aur unhe Surah Barat ( Surah Tawba) padhne aur uske ahkam ka elan karne ka hukm diya phir Ali radi Allahu Anhu ne yaum e nahar (10 dhul hajj) ke din Surah Barat ( Surah Tawba) padhkar uske ehkam ka elan kiya aur ye bhi farmaya ki aane wale saal se koi mushrik hajj karne na aaye aur koi shakhs baitullah ka tawaf nanga hokar na kare
Sahih Bukhari, Jild 6, 4655
-----------
Abu Huraira Radi Allahu Anhu said, "During that Hajj (in which Abu Bakr was the chief of the pilgrims) Abu Bakr sent me along with announcers on the Day of Nahr ( 10th of Dhul-Hijja) in Mina to announce: "No pagans shall perform, Hajj after this year, and none shall perform the Tawaf around the Ka`ba in a naked state. Then Allah's Messenger (ﷺ) sent `Ali bin Abi Talib Radi Allahu Anhu and ordered him to recite aloud in public Surat Bara'a ( Surah Tawba) , So Ali Radi Allahu Anhu, along with us, recited Surah Baraa (Surah tawba) (loudly) before the people at Mina on the Day of Nahr and announced; "No pagan (Mushrik) shall perform Hajj after this year and none shall perform the Tawaf around the Ka`ba in a naked state."
Sahih Bukhari, Book 60, Hadith 178

No comments:
Post a Comment