Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Monday, January 21, 2019

❗Only-Quran-Hadith Quiz 635❗

❗Only-Quran-Hadith Quiz 635❗

*Sawal : Ek sahabi apne ghar walo se jab baat karte to unki zuban beqabu ho jati (yani wo baat karte waqt sakht ho jate) to jab unhone iska zikr RasooAllah ﷺ se kiya to Aap ﷺ ne unhe kya hukm diya ?*

A. Khamoshi ikhtiyar karne ka
B. Har roz 70 baar astagfar karne ka
C. Zyada Sadqa karne ka
D. Tahajjud padhne ka
E.  Wuzu karne ka
F.  Aawuzubillah padhne ka  
G. inmein se koi nahi
H. Sahi jawab ka intezar hai

 ❗Only-Quran-Hadith Quiz❗

*Quiz : A sahabi came to the RasooAllah ﷺ and said when he talks to his family he become harsh , after hearing this what advice RasooAllah ﷺ gave  him ?*

A. To keep quite
B. Say Daily 70 times Astagfirallah
C. Give more charity
D. Perform Tahajjud prayer daily
E. Do Ablution (Wuzu)
F.  Recite Aawuzubillah much
G. None of he above
H. I want to know

 ✅ *Sahi Jawab B* 💐
---------
Hazrat Huzaifah Radi Allahu Anhu farmate haiki Apne Ghar walo se baat Karne waqt meri zuban be qabu ho jati thi ( yani sakht lahze mein baat kar dete) lekin ghar walo ke siwa kisi aur ke saath aisa nahi karte (yani bahar walo ke satah naram they), Maine RasoolAllah Sallallahu Alahai Wasallam se iss ka zikr Kiya to Aap Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaye tum Astigfar kyu Nahi Karte ?  har roz 70 baar Astigfar Kiya karo
Sunan Ibn maja, Jild 3, 698-Hasan
---------
 عَنْ حُذَيْفَةَ،‏‏‏‏ قَالَ:‏‏‏‏ كَانَ فِي لِسَانِي ذَرَبٌ عَلَى أَهْلِي وَكَانَ لَا يَعْدُوهُمْ إِلَى غَيْرِهِمْ،‏‏‏‏ فَذَكَرْتُ ذَلِكَ لِلنَّبِيِّ صَلَّى اللَّهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ،‏‏‏‏ فَقَالَ:‏‏‏‏  أَيْنَ أَنْتَ مِنَ الِاسْتِغْفَارِ؟ تَسْتَغْفِرُ اللَّهَ فِي الْيَوْمِ سَبْعِينَ مَرَّةً

 ✅ *Answer B* 💐
------------
It was narrated that Hudhaifah said "I was harsh in the way I spoke to my family, but not to others. I mentioned that to the Prophet Sallallahu Alahai Wasallam  and he said: 'Why don't you ask for forgiveness? Say Astagfirullah (means Ask Allah to forgive you) seventy times each day.'"
Sunan Ibn maja,Book 33, Hadith 3817-Hasan
-----------
 عَنْ حُذَيْفَةَ،‏‏‏‏ قَالَ:‏‏‏‏ كَانَ فِي لِسَانِي ذَرَبٌ عَلَى أَهْلِي وَكَانَ لَا يَعْدُوهُمْ إِلَى غَيْرِهِمْ،‏‏‏‏ فَذَكَرْتُ ذَلِكَ لِلنَّبِيِّ صَلَّى اللَّهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ،‏‏‏‏ فَقَالَ:‏‏‏‏  أَيْنَ أَنْتَ مِنَ الِاسْتِغْفَارِ؟ تَسْتَغْفِرُ اللَّهَ فِي الْيَوْمِ سَبْعِينَ مَرَّةً

No comments:

Post a Comment