Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Tuesday, January 8, 2019

❗Only-Quran-Hadith Quiz 627 ❗

 ❗Only-Quran-Hadith Quiz 627❗

*Jawab ek se ziyada hain*

*Sawal : Inmein se kiski Nawafil aur farz ibadatein Qubul nahi ki jayegi ?*

A. Jisne Madina mein koi bidat ejad ki
B. jisne madine walo par zulm kiya
C. jisne kisi momeen ka nahaq qatl kiya
D. Jinhone fitno wali jagah se hijrat nahi ki
E. Jo Namaz pabandi se ada nahi karte
F.  Jisne kisi bidati ki uske bidat ke kaamo mein madad ki
G. Jo log Jihad farz hone par bhi jung nahi karte
H. Sahi Jawab ka intezar hai

 ❗Only-Quran-Hadith Quiz❗

*Answer are more than one*

*Quiz : Whose obligatory or voluntary good deeds will not be accpted ?*

A. The one innovates in madina
B. The one who terrorizes the people of Medina
C. The one who kills a believer unjustly
D. The one who does not migrate from the the place of trials
E. The one who does not pray regularly
F. The one who help an innovator in his innovating deed
G. The one who does not fight after the jihad become obligatory 
H. I want to know

 ✅ *Sahi Jawab  ABC* 💐
--------------
Rasool-Allah ﷺ ne farmaya jisne madina walo par zulm kiya ya unhe daraya to Allah subhanahu unko darayega aur un par Allah aur uske farishte aur tamam logo ki laanat hogi aur Qayamat ke din unki farz aur nawafil ibadato ko qubul nahi kiya jayega
Musnad Aḥmad 6498-Sahih

Rasool-Allah ﷺ ne farmaya madina Harem hai falah jagah se falah jagah tak, isme jo koi bidat karega us par ALLAH taala aur tamam farishton aur insano ki laanat hai aur Allah subhanahu uski koi farz aur nawafil ibadat ko qubul nahi farmayega
Sahih Bukhari, Jild 8, 7300

RasoolAllah ﷺ ne farmaya jisne kisi momeen ko nahaq qatl kiya, aur uske Qatl par khush hua, to Allaah subhanahu uski koi bhi farz aur nawafil ibadato ko Qubul nahi farmayega
Sunan Abu Dawud, Jild 3, 866

 ✅ *Answer ABC* 💐
----------
RasoolAllah ﷺ said, Whoever terrorizes the people of Medina with oppression, then Allah will terrorize him. The curse of Allah, the angels, and the people altogether will be upon him. Allah will not accept his obligatory or voluntary good deeds on the Day of Resurrection.
Musnad Aḥmad 6498-Sahih

RasoolAllah ﷺ said Medina is a sanctuary form that place to that, so whoever innovates in it an heresy or commits a sin therein, he will incur the curse of Allah, the angels, and all the people and Allah will not accept  his obligatory or voluntary good deeds.
Sahih Bukhari, Book 92, Hadith 403

RasoolAllah ﷺ said If a man kills a believer unjustly, and become pleased on it , Allah will not accept any of his obligatory or voluntary good deeds.
Sunan Abu Dawud, Book 36, 4257-Sahih

No comments:

Post a Comment