Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Monday, January 21, 2019

❗Only-Quran-Hadith Quiz 661❗

❗Only-Quran-Hadith Quiz 661❗

*Sawal : Inmein se wo kaunsi ibadat hai jisko karne walo ke liye aasman se aawaz di jati hai ki aapki buraeeya nekiyo mein badal di gayee ?*

A. Allah ka zikr
B. Jihad
C. Bewa aur Miskeen ki khidmat
D. Qayam Al lail
E. Sila rahmi
F. Maa baap ke saath Husn e suluq
G. Do Musalmano mein sulah karwana 
H. SahI jawab ka intezar hai

 *❗Only-Quran-Hadith Quiz❗*

*Quiz : What is those worship, if people do, it will be announce from the heaven that your evil deeds has been replaced with good deeds ?*

A. The Remeberance of Allah
B. Jihad
C. Look after the widow and poor
D. Night prayer (Qayam Al lail)
E. Keeping good relation with relatives
F. Look after the parents
G. A compromise between between two muslims
H. I want to know

 💐 *Sahi jawab A* 🌹
--------
Anas Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki RasoolAllah SallAllahu Alaihi wasallam ne farmaya jo log bhi Allah subhanahu ka zikr karne baithte hain to ek munadi karne wala unhe aasman se aawaz deta hai ki khade ho jao tumhe bakhsh diya gaya aur tumhari buraeeyo ko nekiyo mein tabdil kar diya gaya 
Al Silsila As sahiha , 2934
--------
قَالَ رَسُولُ اللَّهِ صلى الله عليه وسلم
مَا جَلَسَ قَوْمٌ يَذْكُرُونَ اللهَ عز وجل إِلَّا نَادَاهُمْ مُنَادٍ مِّنَ السَّمَاءِ: قُومُوا مَغْفُوْرًا لَّكُمْ قَدْ بُدِّلَتْ سَيِّئَاتُكُمْ حَسَنَاتٍ



 💐 *Answer A* 🌹
------------
Narrated by Anas Radi Allahu Anhu ,RasoolAlalh SallAllahu Alaiahi wasallam said When a group of people sit together for the remembrance of Allah Subahanahu an announcer (angel) calls out from the heaven and say,  get up , you all are forgiven and your evil deeds has been replaced with good deeds.
Al Silsila As sahiha , 2934
--------------
قَالَ رَسُولُ اللَّهِ صلى الله عليه وسلم
مَا جَلَسَ قَوْمٌ يَذْكُرُونَ اللهَ عز وجل إِلَّا نَادَاهُمْ مُنَادٍ مِّنَ السَّمَاءِ: قُومُوا مَغْفُوْرًا لَّكُمْ قَدْ بُدِّلَتْ سَيِّئَاتُكُمْ حَسَنَاتٍ

No comments:

Post a Comment