❗Only-Quran-Hadith Quiz 612❗
*Jawab ek se zyada hain*
✦ *RasoolAllah ﷺ ne ek shkah ko dua karte huye suna aur farmaya isne Allah ke us ism-e-Aazam ke zariye sawal kiya hai jiske jariye dua managne par wo qubul hoti hai.*
*Sawal : Us shaksh ne Allah subhanahu ke kaun kaun se name se pukara tha ?*
A. Dhul-jalali wal-ikram
B. Badi-us-samawati Wal-ard
C. Ar-Rahman
D. Al-Quddus
E. Al-Mannan
F. Al-Malik
G. As-Salam
H. Sahi jawab ka intezar hai
❗Only-Quran-Hadith Quiz❗
*Answers are more than one*
✦ *RasoolAllah ﷺ heard the supplication of a man , after hearing it, RasoolAllah ﷺ said he has asked Allah by such greatest name(ism e azam ), if anybody supplicate with this name, He answers*
Quiz : By Which names that man supplicated to Allah?
A. Dhul-jalali wal-ikram
B. Badi-us-samawati Wal-ard
C. Ar-Rahman
D. Al-Quddus
E. Al-Mannan
F. Al-Malik
G. As-Salam
H. I want to know
✅ *Sahi Jawab ABE* 💐
--------------
RasoolAllah SallAllahu Alaihi Wasallam ne ek shakhs ko ye dua karte huye suna
*اللَّهُمَّ إِنِّي أَسْأَلُكَ بِأَنَّ لَكَ الْحَمْدَ، لَا إِلَهَ إِلَّا أَنْتَ وَحْدَكَ لَا شَرِيكَ لَكَ، الْمَنَّانُ بَدِيعُ السَّمَوَاتِ وَالْأَرْضِ، ذُو الْجَلَالِ وَالْإِكْرَامِ،*
✦ Allahumma! Inni Asaluka Bi-Anna Lakal-Hamd. La ilaha illa Anta,
Wahdaka La sharika Lak, *Al-Mannan Badi-us-samawati Wal-ard, Dhul-jalali wal-ikram*
✦ Eh Allah main tujhse sawal karta hu kyunki tere hi liye hamd hai tere siwa koi mabud e barhaq nahi , tu akela hai , tera koi sharik nahi, tu bahut ehsan karne wala hai, aasmano aur zameeno ko baghair misal ke paida karne wala hai Jalal aur azmat wala hai
✦ ye sunne ke baad Rasool-Allah SallAllahu Alaihi Wasallam ne farmaya is shakhs ne Allah se uske ism-e-Aazam ke zariye sawal kiya hai jab bhi uske jariye sawal kiya jata hai to wo ata karta hai aur jab uske zariye dua maangi jati hai to wo qubul karta hai
Sunan Ibn Maja, Jild 3, 738-Hasan
✅ *Answer ABE* 💐
-------------
It was narrated that Anas bin Malik said
Rasool-Allah SallAllahu Alaihi Wasallam heard a man say

Wahdaka La sharika Lak, *Al-Mannan Badi-us-samawati Wal-ard Dhul-jalali wal-ikram*
✦ O Allah! I ask You by virtue of the fact that all praise is due to You;
None has the right to be worshiped but You ,And You are alone, You have no partner ,
The Bestower, the Originator of the heavens and the earth, The Possessor of majesty and honor.'
After hearing this Rasool-Allah Sal-Alalahu Alaihi Wsallam said: He has asked Allah by His Greatest Name(ism e Aazam) , if he is asked with this name, He gives and if He is called upon with this name, He answers.
Sunan Maja,Book 34,3858-Hasan

No comments:
Post a Comment