Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Monday, January 21, 2019

❗Only-Quran-Hadith Quiz 630❗

 ❗Only-Quran-Hadith Quiz 630❗

*Dono Hadith ka mafhum mukammal kijiye*

*Sawal 1 : Apne musalman bhai se ...........tak naraz hokar baatcheet band kar dene ka gunah aisa hai jaise ki uska khoon kar diya ?*

A. 70 din
B. 7 din
C. 1 mahina
D. 1 saal
E. 3 mahine
F.  3 din
G. Inmein se koi nahi 
H. Sahi Jawab ka intezar hai

*Sawal 2 : .................agar koi apne musaman bhai se naraz rahkar (gussa hokar) mar jaye to wo dozakh mein dakhil hoga ?*

A. 1 din
B. 2 din
C. 3 din
D. 12 ghante
E. 6 ghante
F. Inmein se koi nahi 
G. Sahi Jawab ka intezar hai

 ❗*Only-Quran-Hadith Quiz*❗

*Complete the below two hadith*

*Quiz 1 : A muslim apart from his brother for ........with anger,  it is like shedding his blood. ?*

A. 70 days
B. 7 days
C. 1 month
D. 1 year
E. 3 month
F.  3 days
G. None of the above
H.I want to know

*Quiz 2 : A muslim apart from his brother for .........and dies will enter Hell. ?*

A. 1 day
B. 2 day
C. 3 days
D. 12 hour
E. 6 hour
F. None of the above
G.I want to know


 ✅ *Sahi jawab DF* 🌷
-----------
✦ Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam ne farmaya jis shakhs ne apne bhai ko *1 saal tak* qata talluq karte huye chorh diya (yani us se baatcheet band kar di) to wo aise hai jisne uska khoon baha diya
Sunan Abu Dawud, Jild 3, 1483-Sahih

✦ Rasool-Allah SallallahuAlalhi wasallam ne farmaya kisi musalman ke liye ye jayez nahi ki apne bhai ko 3 din se ziyada chor de (yani us sey naraz rahe),  jisne *3 din se ziyada* chorh diya (yani naraz raha) aur mar gaya to wo dozakh mein dakhil hoga.
Sunan Abu Dawud, Jild 3, 1483-Sahih

 ✅ *Answer DF* 🌷
-----------
✦ RasoolAllah ﷺ say If one keeps apart  from his brother (with anger)  *for a year*, it is like shedding his blood
Sunan Abu Dawud,Book 42, 4897-Sahih

✦ RasoolAllah ﷺ  said It is not allowable for a Muslim to keep apart from his brother for *more than three days*, for one who does so and dies will enter Hell. 
Sunan Abu Dawud, Book 41, 4896 -Sahih

No comments:

Post a Comment