❗Only-Quran-Hadith Quiz 668❗
*Sawal: Inmein se kaunsi aurat ko zaniya (badkar) kaha gaya hai?*
A. Jo Aurat dusri aurat ka nikah karwaye
B. Jo Aurat apna nikah khud kar leti hai
C. Jo Aurat Parda nahi karti
D. Jo Aurat Apne shoher se bina wajah khula le le
E. Jo Aurat Shohar ki ejazat ke bagair ghar se bahar nilkal jaye
F. Jo Aurat tanahyee mein namahram se baat kare
G. Inmein se koi nahi
H. Sahi jawab ka intezar hai
❗Only-Quran-Hadith Quiz❗
*Sawal : Who is the adulteress woman?*
A. The one who arrange the marriage of another woman
B. The one who arranges her own marriage
C. The onw who does not do Hijab (Veil)
D. The one who took khula (divorce) without reason
E. The one who go out without her husband's permission
F. The onw who talk to non mehram in alone
G. None of the above
H. I want to know
✅ *Sahi Jawab B* 💐
---------
✦ Rasool-Allah Sal-Allahu alaihi wasallam ne farmaya aurat aurat ka nikah na karawaye,aur na Aurat khud apna nikah kare, wo aurat badkar (zaniya) hai jo apna nikah khud karti hai
Sunan Ibn Maja, Book 9, 1882-Sahih
✦ Rasool-Allah Sal-Allahu alaihi wasallam ne farmaya jis aurat ka nikah uske wali (dekhbhal karne wale) ne na karaya ho to uska nikah batil hai, uska nikah batil hai , uska nikah batil hai, ( yani uska nikah hi nahi hua) aur agar mard ne us aurat se sohbat bhi kar li hai to usko mahar bi dena hoga
Sunan Ibn majah, Vol 2, 36-Sahih
✦ Rasool-Allah Sal-Allahu alaihi wasallam ne farmaya wali ki ejazat ke bagair nikah hota hi nahi hai
Sunan Ibn majah, Vol 2, 38-Sahih
✅ *Answer B* 💐
--------
✦ Rasool-Allah Sal-Allahu alaihi wasallam said No woman should arrange the marriage of another woman, and no woman should arrange her own marriage. The adulteress (woman)is the one who arranges her own marriage
Sunan Ibn Maja, Book 9, 1882-Sahih
✦ Rasool-Allah Sal-Allahu alaihi wasallam said Any woman whose marriage is not arranged by her guardian, her marriage is invalid, her marriage is invalid, her marriage is invalid. If (the man) has had intercourse with her, then the Mahr belongs to her in return for his intimacy with her.
Sunan Ibn majah, Book 9, 1879-Sahih
✦ Rasool-Allah Sal-Allahu alaihi wasallam said There is no marriage except with a guardian.
Sunan Ibn majah, Book 9, 1881-Sahih

No comments:
Post a Comment