❗Only-Quran-Hadith Quiz 632❗
*Jawab ek se zyada hain*
*Sawal : RasoolAllah ﷺ ne ek baar sahaba se kuch logo ka zikr karke farmaya ki sirf shaheed hi nahi bulki ye log bhi Allah ki raah mein hai , wo kaun log hain ?*
A. Kheti baadi mein mehnat karne wale
B. Apne maa baap ke liye mehnat karne wale
C. Bahut zyada salam karne wale
D. Apne biwi bachcho ke liye mehnat karne wale
E. Apne nafs ko paak karne ke liye mehnat karne wale
F. Bahut zyada khana khilane wale
G. Bahut zyada aansoo bahane wale
*H. Sahi jawab ka intezar hai*
*❗Only-Quran-Hadith Quiz❗*
*Answer are more than one*
*Sawal : Once RasoolAllah ﷺ said about some people ,only martyr are not in Allah's way, but these people are also in Allah's way, who are those ?*
A. The one who work hard in agriculture
B. The one who strive for the parents
C. The one who spread salam too much
D. The one who strive for his family
E. The one who give much food to the people
F. The one who strive to make pious himself
G. The one cry too much
H. I want to know
✅ *Sahi jawab BDE* 🌷
----------
Hazrat Abu Huraira Radi Allahu Anhu se rivayat hai ham Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam Ke paas baithe huye they ki achcnak ek naujawan ghanti ki taraf se aaya jab humne usko dekha to kaha ki kaash ye nojawan apni jawani, chushti aur taqat Allah subhanahu ki raah mein waqf kar deta , hamari baat sunkar RasoolAllah ﷺ ne farmaya , kya Allah ki raah mein wahi hai jo qatl kar diya jaye ? (yani aur bhi log Allah ki raah mein hote hain) phir RasoolAllah ﷺ ne farmaya jisne apne maa baap ke liye mehnat ki wo bhi Allah subhanahu ki raah mein hai, jisne apne ahal o ayal (biwi bachcho) ke liye mehnat ki wo bhi Allah subhanahu ki raah mein hai , jisne apne liye mehnat ki taaki wo sawal karne se bache (ya apne nafs ko paak kar le) to wo bhi Allah ki raah mein hai, jisne maal zyada ikaththa karne ke liye mehnat ki wo shaitan ki raah mein hai ek rivayat mein hai ki wo taghut ki raah mein hai
Al Silsila As Sahiha, 190
---------
عن أبى هريرة رضی اللہ عنہ قَالَ بينَما نَحنُ جُلوسٌ مَعَ رَسُولِ اللهِ صلی اللہ علیہ وسلم إذْ طَلَعَ عَلَينَا شَابٌ مِن الثَنيةِ فَلَما رأينَاه وفي رواية: رَمَينَاهُ باَبْصَارِنَا قُلنَا لَو أَنَ هَذا الشَابَ جَعَلَ شَبَابَه وَنشَاطَه وقُوتَه في سَبيلِ اللهِ قال فَسمعَ مقَالتنَا رسول الله صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم فَقَالَ ومَا سَبيلُ اللهِ الَا مَن قُتل ؟ مَن سَعى عَلى وَالديه فَفى سَبيل اللهِ وَمَن سَعى عَلى عياله فَفى سَبيل اللهِ ومَن سَعَى عَلى نَفْسه ليُعفَّها ففى سبيلِ اللهِ ومَن سَعَى عَلى التَكَاثُر فَفَي سبيلِ الشيطانِ وفي رواية: الطاغوتِ.
--------
Narrated by Abu Hurairah Radi Allahu Anhu While we were sitting with the RasoolAllah ﷺ a young man
emerged from the valley, when we saw him, we said: Alas, If this young man made his youth and activity and
strength in the way of Allah Almighty? RasoolAllah ﷺ heard our comment and said "Is the way of Allah is the ony this , that a person is being killed (martyr)? (further ﷺ he said) strive for the parents is the way of Allah , strive for the family is the way of Allah,strive to make pious himself is the way of Allah and the one who strive to increase the worldly things (or wealth) is the way of Shaitan , and in another narration he is in the way of Taghut.
Al Silsila As Sahiha, 190
-----

----
✅ *Answer BDE* 🌷--------

No comments:
Post a Comment