Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Tuesday, January 8, 2019

❗Only-Quran-Hadith Quiz 626❗


 ❗Only-Quran-Hadith Quiz  626❗


Sawal  : Wo Ek tayyab darakht hai jiski shakhe (branches) aasman mein hai ismein tayyab darakht kisko kaha gaya hai?

A. RasoolAllah ﷺ ko
B. Nabeeyo ko
C. Shaheedo ko
D. Momeeno ko
E. Sahaba ko
F.  Inmein se koi nahi
G. Sahi Jawab ka intezar hai

 ❗Only-Quran-Hadith Quiz❗

Quiz : The Tree whose root is firmly fixed and its branches (reach) to the sky ,Who is or who are that good tree ?
A. RasoolAllah ﷺ
B. All the Prophets
C. The martyr
D. The believers
E. The campanion of RasoolAllah ﷺ
F. None of the above
G.I want to know


 ✅ *Sahi jawab D* 💐

Bismillahirrahmanirrahim

أَلَمْ تَرَ كَيْفَ ضَرَبَ اللَّهُ مَثَلًا كَلِمَةً طَيِّبَةً كَشَجَرَةٍ طَيِّبَةٍ أَصْلُهَا ثَابِتٌ وَفَرْعُهَا فِي السَّمَاءِ
تُؤْتِي أُكُلَهَا كُلَّ حِينٍ بِإِذْنِ رَبِّهَا ۗ وَيَضْرِبُ اللَّهُ الْأَمْثَالَ لِلنَّاسِ لَعَلَّهُمْ يَتَذَكَّرُونَ
----------
Al Quran : Kya tumne nahi dekha ki Allah subhanahu ne kalma e tayyab ki ek misal bayan ki hai, jaise ki Ek paakiza (tayyab) darakht hai jiski jadd mazbut aur uski shaakh aasman mein hai aur wo apne RABB ke hukm se har waqt apna phal lata hai aur Allah logo ke waste misal bayan farmata hai taaki wo samjhe
Surah ibrahim(14) Aayat 24-25
---------
Ibn Abbas Radi allahu anhuma se rivayat hai ki is aayat mein
1. Kalima e tayyab se murad la ilaha illAllah ki shahdat hai ,
2. Aur Tayyab (pakiza) darkht se murad momeen hai  jiski jadd mazbut hai , yani momeen ke dil mein la ilaha illAllah jama hua hai
3. Aur uski shaakh aasman mein hai yani kalma e tauhid ki wajah se momeen ke aamal subah sham aasmano mein uthaye jate hain
Tafsir Ibn kathir, Aayat 24-25


 Answer D
-----------
Bismillahirrahmanirrahim

أَلَمْ تَرَ كَيْفَ ضَرَبَ اللَّهُ مَثَلًا كَلِمَةً طَيِّبَةً كَشَجَرَةٍ طَيِّبَةٍ أَصْلُهَا ثَابِتٌ وَفَرْعُهَا فِي السَّمَاءِ
تُؤْتِي أُكُلَهَا كُلَّ حِينٍ بِإِذْنِ رَبِّهَا ۗ وَيَضْرِبُ اللَّهُ الْأَمْثَالَ لِلنَّاسِ لَعَلَّهُمْ يَتَذَكَّرُونَ
----------
Surah ibrahim(14) Aayat 24-25
---------
Abdullah bin Abbas radi allahu anhuma commented that Allah's statement
مَثَلاً كَلِمَةً طَيِّبَةً
(a parable: a good word), refers to testifying to La ilaha illallah, (none has the right to be worshipped but Allah) while,

كَشَجَرةٍ طَيِّبَةٍ
*(as a good tree), refers to the believer*, and that,

أَصْلُهَا ثَابِتٌ
(whose root is firmly fixed), indicates that La ilaha illallah, (none has the right to be worshipped but Allah) is firm in the believers' heart,

وَفَرْعُهَا فِى السَّمَآءِ
(and its branches (reach) to the sky.) with which the believer's works are ascended to heaven.
Tafsir Ibn kathir, Aayat 24-25

No comments:

Post a Comment