Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Monday, January 21, 2019

❗Only-Quran-Hadith Quiz 629 ❗

 ❗Only-Quran-Hadith Quiz 629❗

*Do sawal hain*

*Sawal 1 : RasoolAllah ﷺ  ne din mein kitne baar  apne khadim ki galtiyo ko maaf karne ka hukm diya hai ?*

A. 10
B. 40
C. 70
D. 100
E. 3
F.  50
G.  Inmein se koi nahi 
H. Sahi Jawab ka intezar hai

*Sawal 2 : Wo kausne sahabi they jo RasooAllah ﷺ ke yaha 10 saal tak khadim rahe aur  Aap ﷺ unhe kabhi uff tak nahi kaha ?*

A. Zaid bin sabit Radi allahu anhu
B. Zain bin Arqam Radi allahu anhu
C. Ali Radi allahu anhu
D. Ibn Umar Radi allahu anhu
E. Jabir Radi allahu anhu
F.  Abu Hurairah Radi allahu anhu
G.  Inmein se koi nahi 
H. Sahi Jawab ka intezar hai

 ❗Only-Quran-Hadith Quiz❗

*Reply both quiz together*

*Sawal 1 : According Hadith , How many times should we forgive our servant for his mistakes ?*

A. 10
B. 40
C. 70
D. 100
E. 3
F.  50
G. None of the above
H.I want to know


*Sawal 2 : What is the name of that sahabi, who served RasooAllah ﷺ for 10 year and he ﷺ never said a minor harsh word to him?*

A. Zaid bin sabit Radi allahu anhu
B. Zain bin Arqam Radi allahu anhu
C. Ali Radi allahu anhu
D. Ibn Umar Radi allahu anhu
E. Jabir Radi allahu anhu
F.  Abu Hurairah Radi allahu anhu
G. None of the above
H.I want to know


 *Sahi jawab CG* 
------------
Abdullah bin umar radi allahu anhu se rivayat hai ki ek aadmee  RasoolAllah ﷺ ke pass aaya aur kaha ki Ya RasoolAllah ﷺ hum khadim (servant ) ko (yani uski galtiyo ko) kitne baar maaf kare , Aap ﷺ ye sunkar khamosh rahe, usne phir wahi baat puchi Aap ﷺ phir se khamosh rahe , jab teesri baar usne kaha to to Aap ﷺ ne farmaya  din mein 70 baar us se darguzar karo  ( yani ek din mein 70 baar uski galtiyo ko maaf karo)
Sunan Abu dawud, Jild 3, 1721-Sahih

Hazrat Anas Radi Allahu Anhu ne kaha ki maine  Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam  ki 10 saal tak  khidmat ki lekin Aap Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne kabhi mujhe uff tak nahi kaha aur kabhi ye nahi kaha ki Falah kaam kyun kiya aur falah kaam kyun nahi kiya
Sahih Bukhari, Jild 7, 6038

 *Answer CG* 
----------
Narrated by Abdullah bin Umar Radi allahu anhuA man came to the Prophet ﷺ and asked: Ya RasooAllah ﷺ how often shall I forgive a servant (for his mistakes) ?,  He gave no reply, so the man repeated what he had said, but he  ﷺ still kept silence. When he asked a third time, RasooAllah ﷺ replied: Forgive him seventy times daily.
Sunan Abu Dawud,Book 42, 5145-Sahih

Narrated Anas Radhi Allahu Anhu : I served the Prophet Sal-Allahu Alaihi Wasallam  for ten years, and he never said to me, "Uf" (a minor harsh word denoting impatience) and never blamed me by saying, "Why did you do so or why didn't you do so?" 
Sahih Bukhari,  Book 73, No. 64

No comments:

Post a Comment