Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Thursday, January 31, 2019

❗Only-Quran-Hadith Quiz 666❗

 ❗Only-Quran-Hadith Quiz 666❗

*Sawal : Wo kaunse sahabi hain jinhe Quran yaad nahi rahta tha to RasoolAllah Sallallahu Alaihi Wasallam ne unke seene se shaitan ko nikal jane ko kaha jiske baad qo kabhi kuch nahi bhule ?*

A. Anas bin Malik
B. Abu Hurairah
C. Abu Bakr Siddiq
D. Umar bin Khattab
E. Uthman bin Abi Al-Aas
F. Ali bin Abu talib
Radi Allahu Anhuma
G. Inmein se koi nahi
H. Sahi Jawab ka intezar hai

 ❗Only-Quran-Hadith Quiz❗

*Quiz : What is the name of that Sahabi who used to forget the Quran and RasoolAllah Sallallahu Alaihi Wasallam told devil to get out from his chest and after that he never forgot anything ?*

A. Anas bin Malik
B. Abu Hurairah
C. Abu Bakr Siddiq
D. Umar bin Khattab
E. Uthman bin Abi Al-Aas
F. Ali bin Abu talib
Radi Allahu Anhuma
G. None of the above
H. I want to know

 ✅ *Sahi jawab E* 💐
--------------
Uthman bin Abi Al-Aas se rivayat hai ki maine RasoolAllah Sallallahu Alaihi Wasallam se quran bhul jane ki shikayat ki,aap ne mere seene par apna haath mar kar farmaya Eh shaitan uthman ke seene se nikal ja (Aap Sallallahu Alaihi Wasallam ne teen martaba aisa farmaya), Uthman Radi Allahu Anhu kahte hai ke us ke bad maine jis cheez ko bhi yaad kiya usko kabhi na bhula.
Al-Silsila-tus-Sahiha Hadees # 2351
---------
عَنْ عُثْمَان بن أَبِي الْعَاصِ، قَالَ: شَكَوْتُ إِلَى رَسُولِ اللهِ ﷺ نِسْيَانَ الْقُرْآنِ، فَضَرَبَ صَدْرِي بِيَدِهِ،
 فَقَالَ:يَا شَيْطَانُ! اُخْرُجْ مِنْ صَدْرِ عُثْمَانَ، (فَعَلَ ذَلِكَ ثَلاَثَ مَرَّاتٍ) قَالَ عُثْمَانُ: فَمَا نَسِيتُ مِنْهُ شَيْئًا بَعْدُ أَحْبَبْتُ أَنْ أَذْكُرَهُ.

 ✅ *Answer E* 💐
-------------
Narrated by Usman bin Abi Al Aas Radi Allahu Anhu , I complained to  RasoolAllah Sallallahu Alaihi Wasallam that I forget the Quran , RasoolAllah Sallallahu Alaihi Wasallam struck my chest with his hand and said Oh you devil get out from the chest of Uthman, ( He said three times same words) , since then I have never forgotten any thing which I remembered.
Al-Silsila-tus-Sahiha Hadees # 2351
---------

عَنْ عُثْمَان بن أَبِي الْعَاصِ، قَالَ: شَكَوْتُ إِلَى رَسُولِ اللهِ ﷺ نِسْيَانَ الْقُرْآنِ، فَضَرَبَ صَدْرِي بِيَدِهِ،
 فَقَالَ:يَا شَيْطَانُ! اُخْرُجْ مِنْ صَدْرِ عُثْمَانَ، (فَعَلَ ذَلِكَ ثَلاَثَ مَرَّاتٍ) قَالَ عُثْمَانُ: فَمَا نَسِيتُ مِنْهُ شَيْئًا بَعْدُ أَحْبَبْتُ أَنْ أَذْكُرَهُ.

No comments:

Post a Comment