Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Thursday, January 31, 2019

❗Only-Quran-Hadith Quiz 667❗

❗Only-Quran-Hadith Quiz 667❗

*Sawal : RasoolAllah SallAllahu alaihi wasallam ne kaunse waqt mein safar karne ko kaha hai ?*

A. Fajar ke baad
B. Maghrib se pahle
C. Raat ke waqt
D. Zuhar ke waqt
E. Sham ke waqt
F. Asar ke baad
G. Inmein se koi nahi
H. Sahi jawab ka intezar hai

 ❗Only-Quran-Hadith Quiz❗

*Quiz : In which time RasoolAllah SallAllahu alaihi wasallam recommneded to travel ?*

A. After Fajar  (In the morning)
B. Before Maghrib (before evening) 
C. In the night
D. In the afternoon (Zuhar)
E. In the evening
F. After Asar 
G. None of the above
H. I want to know



 ✅ *Sahi jawab C* 💐
---------
Anas Radi Allahu anhu se rivayat hai ki RasoolAllah SallAllahu alaihi wasallamne farmaya raat  mein safar kiya karo kyunki zameen raat mein lapet di jati hai (yani safar aasan rahta hai)
Sunan Abu Dawud,Jild2, 799-Sahih
-----
 ✅ *Anwer C* 💐
---------
Anas Radi Allahu Anhu reported RasoolAllah SallAllahu alaihi wasallam said  Keep to travelling by night, for the earth is traversed (more easily) by night.
Sunan Abu Dawud,Book 14, 2565-Sahih

No comments:

Post a Comment