Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Thursday, January 31, 2019

❗Only-Quran-Hadith Quiz 665❗

 ❗Only-Quran-Hadith Quiz 665❗

*Sawal : Agar koi kisi ko qarz deta hai aur usko chukane ki muddat puri ho jane ke baad usko ada karne ke liye 40 din aur zyada deta hai to uska kitna sawab milega ?*

A. Ek gulam aazad karne ka sawab
B. 40 Gulam aazad karne ka sawab
C. Ek Umrah karne ka sawab
D. 40 umrah karne ka sawab
E. Ek Hajj karne ka sawab
F. 40 din tak Qarze ke barabar sadqe ka sawab
G. Inmein se koi nahi
H. Sahi jawab ka intezar hai

 ❗Only-Quran-Hadith Quiz❗

*Quiz : If somebody gives debt  to a poor man and as soon as the time is completed to pay that debt , he gives him extra 40 days then what reward he will get ?*

A. Reward of freeing one slave
B. Reward of freeing 40 slave
C. Reward of one umrah
D. Reward of 40 umrah
E. Reward of one hajj
F. Reward of charity equal to the amount 
of the loan for 40 day
G. None of the above
H. I want to know



 ✅ *Sahi jawab F* 💐
-------
RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya tangdast ko mohlat de to usko har din ke badlay sadqe ka ajar milega aur jo adayeegi ki miyad ke baad bhi mohlat de toh usko har roz qarze ke baqadar sadqe ka ajar mile ga
Sunan Ibn maja, Jild 2, 575-Sahih
-------
Tashreeh :is hadith se ye malum hua ki qarzdar ki miyad puri hone ke baad jitne din bhi upar mohalat di jayegi utni din us qarz ke barabar sadqe ka sawab milega , misal ke taur par agar 40 din mohlat di to 40 din sadqe ka sawab , agar 1 saal di to 1 saal tak rozana qarze ke babrabar sadqe ka sawab milega

 ✅ *Answer F* 💐
-------
It was narrated from Buraidah Al-Aslami that the RasoolAllah (ﷺ) said: Whoever gives respite to one in difficulty, he will have (the reward of) an act of charity for each day. Whoever gives him respite after payment becomes due, will have (the reward of) an act of charity equal to (the amount of the loan) for each day.
Sunan Ibn Maja,Book 15, 2418-Sahih
-----------
Note : According this hadith if somebody gives 40 days extra to pay loan to somebody he will get the reward of  charity equal to the amount of the loan for 40 day, if he gives 1 year extra then he will get the same reward for 1 year

No comments:

Post a Comment