Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Thursday, January 31, 2019

❗Only-Quran-Hadith Quiz 670❗

 ❗Only-Quran-Hadith Quiz 670❗

*Do sawal hain*

*Sawal 1 : AL-Kauther kaunse aasman par hai ?*

A. Pahle aasman par
B. Dusre aasman par
C. Teesre aasman par
D. Chothey aasman par
E. Panchwe aasman par
F. saatwe aasman par
G. Inmein se koi nahi
H. Sahi jawab ka intezar hai

*Sawal 2 : AL-Kauther par peene ke liye jo piyale (cups) honge unki tadad kitni hogi ?*

A. 70,000
B. jannatiyo ki tadad ke barabar
C. Ummat ki tadad ke barbabr
D. Aasman ke sitaro ke babar
E. Insano ki tadad ke barabar
F. Farishto ki tadad ke barbar
G. Inmein se koi nahi
H. Sahi jawab ka intezar hai

 ❗Only-Quran-Hadith Quiz❗

*There are two quiz*

Quiz 1 : On which heaven Al-kauther (Lake fountain) is ?

A. 1st heaven
B. 2nd heaven
C. 3rd heaven
D. 4th heaven
E. 5th heaven
F. 7th heaven
G. None of the above
H. I want to know


*Quiz 2 : How many  drinking cups are there on Lake-Fount (Al-Kawther) ?*

A. 70,000
B. As the number of the people of paradise
C. As the number of the people of this nation
D. As the number of stars of the sky
E. As the number of the people
F. As the number of the angels
G. None of the above
H. I want to know


----
✅ *Sahi jawab  AD* 💐

-----------
Anas bin malik radi Allahu mairaj ka waqya bayan karte huye farmate hain ki ................RasoolAllah Sallallahu Alaihi wasallam ne aasman e duniya (yani pahle aasman par)  par Adam Alaihi salam ko paya , jibril alaihi salam ne kaha ki ye apake baba (buzurg dada) adam alaihi salam hain unhe salam kijiye ,Adam alaihi salam ne salam ka jawab diya aur kaha ki khub achche aaye aur apne hi logo mein aaye ho , mubarak ho bete , aap bahut achche bete ho, phir Aap Sallallahu Alaihi wasallam ne do nahrein dekhi jo bah rahi thi pucha Eh jibril ye nahrein kaisee hain , jibril alaihi salam ne kaha ki ye neel aur furat ka manba (source) hai , phir aap assman par aur aage chale to dekha ki ek dusri nahar hai jiske upar motiyo ka mahal hai , us ke andar jab haath daala to wo musk thi, maine pucha ye kya hai , Jibril Alaihi salam ne kaha ki ye Al-Kauther hai , isko Allah subhanahu ne apake liye mehfooz rakha hai, uske baad aap dusre aasman par chadh gaye .
Sahih Bukhari 7517 (Part)

RasoolAllah Sallallahu Alaihi wasallam ne farmaya mera hawz (Al Kauther) ek mahine ki musafat par hoga , uska paani doodh se zyada safed aur uski khushbu musk se zyada achchi hogi aur uske piyale (cups) aasman ke sitaro ki tadad ke barabar honge jo shakhs usmein se ek martaba pee le ga wo phir kabhi bhi pyasa na hoga
Sahih Bukhari, 6579

 ✅ *Answer AD* 💐
------------
Narrated Anas bin Malik Radi Allahu Anhu the night Allah's Messenger (ﷺ) was taken for a journey............The Prophet (ﷺ) met Adam over the nearest Heaven ( First  heaven). Jibril Alaihi salam Alaihi salam said to the Prophet, "He is your father; greet him." The Prophet (ﷺ) greeted him and Adam returned his greeting and said, "Welcome, O my Son! O what a good son you are!" Behold, he saw two flowing rivers, while he was in the nearest sky. He asked, "What are these two rivers, O Jibril?" Jibril Alaihi salam said,  "These are the sources of the Nile and the Euphrates." Then Jibril Alaihi salam took him around that Heaven and behold, he saw another river at the bank of which there was a palace built of pearls and emerald. He put his hand into the river and found its mud like musk Adhfar. He asked, "What is this, O Jibril?" Jibril Alaihi salam said, "This is  the Kauthar which your Lord has kept for you." Then Jibril Alaihi salam ascended (with him) to the second Heaven 
Sahih Bukhari,Book 93, 608 (Part)

Narrated Abdullah bin Amr Radi Allahu Anhu The Prophet (ﷺ) said, "My Lake-Fount is (so large that it takes) a month's journey to cross it. Its water is whiter than milk, and its smell is nicer than musk (a kind of Perfume), and its drinking cups are (as numerous) as the (number of) stars of the sky; and whoever drinks from it, will never be thirsty.
Sahih Bukhari,Book 76, 581

No comments:

Post a Comment