Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Monday, January 21, 2019

❗Only-Quran-Hadith Quiz 639❗

❗Only-Quran-Hadith Quiz 639❗

*Jawab ek se ziyada hain*

*Sawal : Inmein se wo kaun hain jinki dua kabhi radd nahi ki jati yani jarur Qubul ki jati hai?*

A. Walid ki Dua Aulad ke Haq mein
B. Musafir ki Dua
C. Biwi ki dua shohar ke haq mein
D. Mazlum ki Dua
E. Majur ki dua
F. Allah subhanahu ka bahut zyada zikr karne wale ki dua
G. iftar ke waqt rozedar ki dua
H. Sahi Jawab ka intezar hai

 *❗Only-Quran-Hadith Quiz❗*

*Answers are more than one*

*Sawal : Whose supplications are never being rejected ?*

A. Supplication of the father, 
B. Supplication of the  traveler 
C. A wife supplication for her husband
D. The one who has been wronged (oppressed)
E. The one who is disabled
F. The one who remember Allah much
G. The fasting person while breaks his fast
H. I want to know


 ✅ *Sahih Jawab ABD FG* 🌹
------------
Rasool-Allah Sallallahu alaihi wasallam ne farmaya Teen tarah ki Dua jarur Qubul ki jati hain aur unki Qubuliyat mein Koi shaq nahi hai 
1. Walid ( father) ki Dua Aulad ke Haq mein
2. Musafir ki Dua
3. Mazlum ki Dua
Sunan Abu Dawud, 1523-Hasan

Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya iftar ke waqt rozedar ki dua radd nahi hoti
Sunan ibn Majah, Jild1, 1753-Hasan

Rasool-Allah Sallallahu alaihi wasallam ne farmaya teen tarah ke logo ki dua kabhi radd nahi ki jati 
1. Allah subhanahu ka bahut zyada zikr karne wale ki dua
2. Mazlum ki dua
3. Insaf karne wale ameer (imam) ki dua
AL Silsila As Sahiha , 2846

 ✅ *Answer ABD FG* 🌹
----------------
Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam said: Three supplications are answered, there being no doubt about them
1. A father, 
2. A traveler 
3. The one who has been wronged (oppressed)
Sunan Abu Dawud, Book 8, 1531-Hasan

Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam said When the fasting person breaks his fast, his supplication is not turned back.”
Sunan ibn Majah, Book 7, 1753-hasan

Rasool-Allah Sallallahu alaihi wasallam said the supplication of the three kind of people never reject
1. The one who remember Allah much
2. The one who has been wronged (oppressed)
3. A Just ruler
AL Silsila As Sahiha , 2846

No comments:

Post a Comment