❗Only-Quran-Hadith Quiz 673❗
*Do sawal hain*
*Ek jung ke waqt RasoolAllah SallAllahu Alaihi Wasallam ek chattan par chadne lage magar chadh nahi paye aur us waqt ek sahabi ghutno ke bal neeche baith gaye jin par paanw rakhkar Aap SallAllahu Alaihi Wasallam upar chadh gaye aur uske baad un sahabi ko Aap SallAllahu Alaihi Wasallam ne Jannat ki khushkhabri di*
*Sawal 1 : Wo jung kaunsi thi jis waqt ye waqya pesh aaya ?*
A. Ghazwa-e-Uhad
B. Ghazwa-e-Khandaq
C. Ghazwa-e-Banu Quraiza
D. Ghazwa-e-Badr
E. Ghazwa-e-Tabuk
F. Ghazwa-e-hunain
G. In mai se koi nahi
H. Sahi jawab ka intezar hai
*Sawal 2 : Wo sahabi kaun they jinko us waqt Jannat ki khukhabri di gayee ?*
A. Talha radi Allahu anhu
B. Khalid bin waleed radi Allahu anhu
C. Zubair bin awwam radi Allahu anhu
D. Musaid ibn Umair radi Allahu anhu
E. Salman farsi radi Allahu anhu
F. Saad bin waqqas radi Allahu anhu
G. In mai se koi nahi
H. Sahi jawab ka intezar hai
❗Only-Quran-Hadith Quiz❗
*Quiz : At the time of a battle RasoolAllah SallAllahu Alaihi Wasallam tried to climb up on a rock but he coudn't get success , so one sahabi sat down under him with his knee bent and RasoolAllah SallAllahu Alaihi Wasallam climbed up and after that he gave good news of paradise to that sahabi.*
*Sawal 1 : This incident happen in which battle ?*
A. Ghazwa-e-Uhad
B. Ghazwa-e-Khandaq
C. Ghazwa-e-Banu Quraiza
D. Ghazwa-e-Badr
E. Ghazwa-e-Tabuk
F. Ghazwa-e-hunain
G. None of the above
H. I want to know
*Sawal 2 : What is the name of that sahabi who got the news of paradise for him ?*
A. Talha radi Allahu anhu
B. Khalid bin waleed radi Allahu anhu
C. Zubair bin awwam radi Allahu anhu
D. Musaid ibn Umair radi Allahu anhu
E. Salman farsi radi Allahu anhu
F. Saad bin waqqas radi Allahu anhu
G. None of the above
H. I want to know
✅ *Sahih Jawab AA* 💐
---------
Zubair Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Ghzawa-e-Uhad mein RasoolAllah SallAllahu Alaihi Wasallam ke jism-e-mubarak par Do (lohe ki) Zirahein thi , Aap SallAllahu Alaihi Wasallam ek chattan par chadne lage magar chadh na sake , phir Talha Radi Allahu Anhu (ghutno ke bal) neeche baith gaye aur un par paanw rakh kar Aap SallAllahu Alaihi Wasallam upar chadh gaye , aur uske baad RasoolAllah SallAllahu Alaihi Wasallam ne farmaya unke liye (Talha Radi Allahu Anhu ke liye) Jannat wajib ho gayee
Jamia Tirmidhi, Jild 2, 1669-Hasan
---------
Narrated Zubair Radi Allahu Anhu that On the Day of (the battle of) Uhud, the Messenger of Allah (ﷺ) wore two coats of mail. He tried to get up on a Rock , but was not able to, so Talhah Radi Allahu Anhu sat (with his knees bent) under him, lifting the Prophet (ﷺ) upon it, such that he could sit on the Rock. So he said: 'It (Paradise) has been obligatory for Talhah.
Jamia Tirmidhi, Book 46, 3738-Hasan
✅ *Answer AA* 💐

No comments:
Post a Comment