Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Tuesday, January 8, 2019

❗Only-Quran-Hadith Quiz 625❗

 ❗Only-Quran-Hadith Quiz 625❗


*Do sawal hain*

✦ *Ek baar ek sahabi ne RasoolAllah Sallallahu Alaihi Wasallam se ek hadith suni aur hadith ko sunte hi sawab kamane ke liye wo foran khade huye aur us kaam ko anjam diya aur jinke saath wo sawab ka kaam kiya unko ye hadith bhi sunayee.*

*Sawal 1 : Wo kaam kaunsa tha ?*

A. Bhukhey koi khana khilana
B. Biwi ko pani pilana
C. Gulam ko aazad karwana
D. Yateem ki kafalat karna
E. Andhe ko Masjid tak le jana
F. Maa ke qadmo ka bosa lena 
G. Inmein se koi nahi
H. Sahi Jawab ka intezar hai

*Sawal 2 : Wo sahabi kaun they ?*

A. Arbaz bin sariya
B. Zaid bin thabit
C. Hanzala Ibn Abi Amir
D. Zaid bin Al-Arqam
E. Osama bin zaid
F. Suraqa bin Malik
*(Radi Allahu Anhuma)*
G. Inmein se koi nahi 
H. Sahi Jawab ka intezar hai


 ❗Only-Quran-Hadith Quiz❗

*Once a sahabi heard a Hadith from RasoolAllah Sallallahu Alaihi Wasallam ,  after hearing the hadith he got up to earn the reward and performed the task which he heard in the hadith , after completing this he said this hadith to him / her.*

*Sawal 1: What was that task ?*

A. Feeding to the hungry
B. Give water to the wife for drinking
C. Set a captive free
D. Look after An Orphan
E. guide a blind person towards masjid
F. Kissing the feet of the mother
G. None of the above 
H. I want to know

Sawal 2 : What is the name of that sahabi who instantly obeyed that hadith ?

A. Arbaz bin sariya
B. Zaid bin thabit
C. Hanzala Ibn Abi Amir
D. Zaid bin Al-Arqam
E. Osama bin zaid
F. Suraqa bin Malik
*(Radi Allahu Anhuma)*
G. None of the above 
H. I want to know

 ✅ *Sahi Jawab BA* 💐
-----------
Hazrat Arbaz bin sariya Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki RasoolAllah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya Jab aadmee apni biwi ko pani pilata hai to usko ajar diya jata hai , main ye hadith sunkar utha aur apni biwi ko pani pilaya phir usko ye hadith sunayee
Al Silsila As Sahiha, 1899
---------------
عَنِ الْعِرْباَض بْنِ سَارِيَة، قَالَ: سَمِعْتُ النَّبِيَّ  ‌صلی ‌اللہ ‌علیہ ‌وآلہ ‌وسلم ‌يَقُوْل: « إِذَا سَقَى الرَّجُلُ امْرَأَتَه أُجِرَ». فَقُمْتُ إِلَيْهاَ فَسَقَيْتُهاَ، وَأَخْبَرْتُهَا بِمَا سَمِعْتُ مِنْ رَسُوْلِ اللهِ  ‌صلی ‌اللہ ‌علیہ ‌وآلہ ‌وسلم .

 ✅ *Answer BA* 💐
-----------
Narrated by Arbaz bin sariya radi allahu anhu that RasoolAllah Sallallahu Alaihi Wasallam said if a man give water to his wife for drinking , there will be reward for him, After hearning this hadith , I got up and gave water to my wife for drink and conveyed this hadith to her.
Al Silsila As Sahiha, 1899
---------
عَنِ الْعِرْباَض بْنِ سَارِيَة، قَالَ: سَمِعْتُ النَّبِيَّ  ‌صلی ‌اللہ ‌علیہ ‌وآلہ ‌وسلم ‌يَقُوْل: « إِذَا سَقَى الرَّجُلُ امْرَأَتَه أُجِرَ». فَقُمْتُ إِلَيْهاَ فَسَقَيْتُهاَ، وَأَخْبَرْتُهَا بِمَا سَمِعْتُ مِنْ رَسُوْلِ اللهِ  ‌صلی ‌اللہ ‌علیہ ‌وآلہ ‌وسلم .

No comments:

Post a Comment