Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Tuesday, January 8, 2019

❗Only-Quran-Hadith Quiz 620❗

 ❗Only-Quran-Hadith Quiz 620❗

*Dusre sawal mein jawab ek se zyada hain*

*Sawal 1 : Shaitan ka rizq kismein hota hai ?*

*Sawal 2 : Jinno ka rizq kismein hota hai ?*

A. Haddi mein 
B. Leed (gobar) mein
C. Jis khane mein Allah ka naam na liya jaye
D. Koyle mein
E. Khoon mein
F.  Darakht mein
G. Fuzul kharch mein
H. Inmein se koi nahi
i. Sahi Jawab ka intezar hai

 ❗Only-Quran-Hadith Quiz❗

*Second question has more than one answer*

*Quiz 1 : In which things the sustenance (or food)  of devil exist ?*

*Quiz 2 :  In which things the sustenance (or food) of Jinn exist ?*

A. In Bones
B. In dung 
C. The food In which Allah's name is not mention
D. In charcoal
E. In Blood
F.  In trees
G. In Extravagant food
H. None of the above
I. I want to know

 ✅  *Sahi Jawab C / ABD* 💐
---------
Ibn Abbas Radi allahu anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya Iblees ne kaha(Eh Allah) tune apni sari makhluq ka rizq bayan kar diya hai , mera rizq kis cheez mein hai Allah subhanahu ne farmaya usmein jis cheez mein mera naam nahi liya gaya hai
Al-Silsila-tus-Sahiha Hadees # 1254
---------
Abdullah ibn Mas'ud Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Jinno ki ek jamaat RasoolAllah Sallallahu Alaihi Wasallam ke khidmat mein hazir huyee unhoney arz kiya ki Eh Muhammad Sallallahu Alaihi Wasallam Aap apni ummat ko mana farma dijiye Haddi (bones) , Leed ( Gobar) aur koyley se istinja karney se kyuki 
Allah Subhanahu ne ismein hamari Rozi rakhi hai, iskey baad Rasoollallah Sallallhu Alaihi Wasallam ne aisa karney se mana farma diya 
Sunan Abu Dawud, Jild 1, 39-Sahih

 ✅ *Answer C / ABD* 💐
---------
Narrated Ibn Abbas Radi allahu anhu that RasoolAllah Sallallahu Alaihi Wasallam said,  Iblis said (Oh Allah) you have mentioned the sustenance (Rizq) for All your creations , In which things my sustenance will be? Allah subhanahu said the things In which my name is not mention (will be your sustenance)
Al-Silsila-tus-Sahiha Hadees # 1254
---------
Narrated Abdullah ibn Mas'ud Radi Allahu Anhu A deputation of the jinn came to the Prophet Sallallahu Alaihi Wasallam and said: O Muhammad Sallallahu Alaihi Wasallam , forbid your community to cleans themselves with a bone or dung or charcoal, for in them Allah has provided sustenance for us. So the Prophet peace be upon him forbade them to do so. 
Sunan Abu Dawud, Book 1, 39-Sahih

No comments:

Post a Comment