Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Tuesday, January 8, 2019

❗Only-Quran-Hadith Quiz 607 ❗

❗Only-Quran-Hadith Quiz 607 ❗


Sawal : Wo kya tha jisko dekh kar momeeno ka imaan aur zyada ho gaya  ?


A. Ghzwa e Badr mein aane wale farishto ko dekh kar
B. Ghzawa e Hunain mein jibril alaihi salam ko dekh kar
C. Kafiro ke Lashkar ko dekh kar
D. Badr ka maal e ganeemat dekh kar
E. Fateh makka mein musalmano ki tadad dekh kar 
F.  inmein se koi nahi
G. Sahi jawab ka intezar hai

 ❗Only-Quran-Hadith Quiz❗


*Quiz : What believers saw,  that increased them in faith?*

A.  The angels in the battle of badr
B.  Jibril Alaihi salam in the battle of hunain
C.  Al-Ahzab (the Confederates)
D. The Spoils of War(maal e ganimah) in Badr
E.  The number of believers during victory of makka
F.  None of the above
G. I want to know

 Sahi jawab C
------------
Al Quran : Aur jab momeeno ne  kafiro ke lashkar (Al-Ahzab) ko dekha to kahne lage ki ye wahi hai jiska Allah aur uske Rasool Sallallahu alaihi wasallam ne humse wada kiya tha aur Allah aur uske Rasool Sallallahu alaihi wasallam ne sach kaha tha aur us se unka iman aur itaat aur ziyada ho gayee
Surah Al-Ahzab (33), Aayat 22

Tafsir Ibn kathir: Momeeno ne jab kafiro ke lashkar ko dekha to kahne lage ki inhi par fateh ki khushkhabri humko di gayee thi aur inki shikst ka humse wada hua hai aur wada bhi Allah aur uske Rasool Sallallahu alaihi wasallam ka, Ibn abbas radi allahu anhu kahte hain ki is se murad wo khushkhabri hai jo pahle (surah baqra mein) di gayee thi ki..(Al Quran : Kya tum ye khayal karte ho ki Jannat mein dakhil ho jaoge halanki tumhe wo (halat) pesh nahi aaye jo un logon ko pesh aaye jo tumse pahley ho guzre hain unhe sakhti aur takleef pahunchi aur hila diye gaye yahan tak ki Rasool aur jo uske saath imaan laye they bol uthe ki Allah ki madad kab aayegi, suno beshak Allah ki madad kareeb hai 2:214)
momene kahne lage ye sirf ek imtihan hai agar hum yaha sabit qadam rahe to Allah humko jarur fateh ata farmayega.
Tafsir Ibn Kathir, Surah Al-Ahzab (33), Aayat 22

Answer C* 
-----------
And when the believers saw Al-Ahzab (the Confederates in the battle of trench / Ahzab), they said: "This is what Allah and His Messenger (Muhammad  Sallallahu alaihi wasallam) had promised us; and Allah and His Messenger (Muhammad  Sallallahu alaihi wasallam) had spoken the truth. And it increased them only in 
faith and submissiveness (to Allah).
Surah Al-Ahzab (33), Aayat 22 

Explanation : Ibn Abbas radi allahu anhuma said: "They mean what Allah said in Surat Al-Baqarah: (Or think you that you will enter Paradise without such (trials) as came to those who passed away before you They were afflicted with severe poverty and ailments and were so shaken that even the Messenger and 
those who believed along with him said,"When (will come) the help of Allah'' Yes! Certainly, the help of Allah is near!)(2:214) meaning, this is the trial and test that Allah and His Messenger promised us would be followed by the help and victory of Allah that is near.' 
Tafsir Ibn Kathir, Surah Al-Ahzab (33), Aayat 22

No comments:

Post a Comment