Search Hadith

Video of the week

Traffic

A visitor from South shields viewed '♥ 40 Rabbana Dua ♥' 14 mins ago
A visitor from Mumbai viewed 'Beautiful Designed Images of Az' 1 hr 14 mins ago
A visitor from Sukhoy log viewed 'Takbir aur talbiyah kahne walo' 1 hr 32 mins ago
A visitor from St petersburg viewed '✦ Subah ko padhne ka azkar' 1 hr 33 mins ago
A visitor from Indore viewed 'Hadith : Mujhe Dozakh dikhlayee' 2 hrs 28 mins ago
A visitor from Jizan viewed 'Search results for Surah baqra' 2 hrs 49 mins ago
A visitor from Islamabad viewed '✦ Al Quran : Kya usko malum nah' 2 hrs 56 mins ago
A visitor from Kuala lumpur viewed '✦ Hadith : Is dua ko raat ko pa' 3 hrs 38 mins ago
A visitor from Mumbai viewed 'Hadith : Jo buri maut se bachna' 3 hrs 39 mins ago
A visitor from Kharar viewed '❗ Only-Quran-Hadith Quiz 759❗' 4 hrs 53 mins ago

Total Pageviews

4,424,010

Category

Search Hadith

Monday, January 21, 2019

❗Only-Quran-Hadith Quiz 633❗

❗Only-Quran-Hadith Quiz 633❗

*Ek sahabi RasoolAllah ﷺ ke satah ek dawat mein gaye to unhone dekha ki RasoolAllah ﷺ ke samne jo khana pesh kiya gaya they usmnein se wo ek khas cheez  kha rahe they aur uske baad se wo sahabi bhi usko pasand karne lag gaye*

*Sawal 1 : Wo khas cheez kya thi ?*

A. Raan ka gosht
B. Machli
C. Shahad
D. Halwa 
E. Kalonji
F.  Zaitun
G. Inmein se koi nahi 
H. Sahi jawab ka intezar hai

*Sawal 2 : Un sahabi ka kya naam hai ?*

A. Abu Hurairah Radi Allahu anhu
B. Zaid bin sabit Radi Allahu anhu
C. Ishaq bin Abdullah Radi Allahu anhu
D. Abu Talha Radi Allahu anhu
E. Abu bakr Radi Allahu anhu
F. Anas bin malik Radi Allahu anhu
G. Inmein se koi nahi 
H. Sahi jawab ka intezar hai

 *❗Only-Quran-Hadith Quiz❗*

*Once RasoolAllah ﷺ was invited for a meal , a sahabi also joined him , he saw that RasoolAllah ﷺ specially eating a thing , since that day he also like that thing.*

*Quiz 1 : What was that thing ?*

A. Meat of thigh
B. Fish
C. Honey
D. Sweet dish  
E. Black seed
F.  Olive
G. None of the above
H.I want to know


*Quiz 2 : What is the name of that sahabi who joined RasoolAllah ﷺ ?*

A. Abu Hurairah Radi Allahu anhu
B. Zaid bin sabit Radi Allahu anhu
C. Ishaq bin Abdullah Radi Allahu anhu
D. Abu Talha Radi Allahu anhu
E. Abu bakr Radi Allahu anhu
F. Anas bin malik Radi Allahu anhu
G. None of the above
H.I want to know

 ✅ *Sahi jawab GF* 🌷
--------------
Ishaq bin  Abdullah bin Abu Talha se rivayat hai ki maine anas bin malik se suna ki ek tailor ne Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ko khaney par bulaya anas bin malik ne kaha ki main bhi is dawat mein Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ke saath gaya us tailor ne roti aur shorba jismein Kaddu aur bhuna hua gosht tha Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ke samney paish kar diya mainey dekha ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam kaddu ke tukdey piyale mein talassh kar rahey they us din se main bhi barabar kaddu ko pasand karta hun.
Sahih Bukhari, Vol 3, 2092

 ✅ *Answer GF* 🌷
-------------------
Narrated Ishaq bin 'Abdullah bin Abu Talha: I heard Anas bin Malik saying, "A tailor invited ALLAH's Apostle Sal-Allahu Alaihi Wasallam to a meal which he had prepared. " Anas bin Malik said, "I accompanied ALLAH's Apostle Sal-Allahu Alaihi Wasallam to that meal. He served the Prophet Sal-Allahu Alaihi Wasallam with bread and soup made with gourd and dried meat. I saw the Prophet Sal-Allahu Alaihi Wasallam taking the pieces of gourd from the dish." Anas added, "Since that day I have continued to like gourd.
Sahih Bukhari,  Vol 3, Book 34, No. 305:

No comments:

Post a Comment