❗ Only-Quran-Hadith
Quiz 600❗
*Sawal : wo kaunsa gunah hai jiski wajah se
koi insan aisa ho jata hai jaise ki us ke pass sari duniya thi aur wapas le li
gayee ho ?*
A. Ramzan ka ek roza jaanbujh kar chorh
dena
B. Sharab ka aadi ho jana
C. Apne tijarat mein sood ko shamil kar
lena
D. Apne maal mein yateem ka maal shamil kar
lena
E. Apni biwi ka mahar kha jana
F. Kisi Bidati ki uske bidat ke kaam mein
madad kar dena
G. Inmein se koi
nahi
H. Sahi jawab ka
intezar hai
❗Only-Quran-Hadith Quiz❗
*Quiz : What is
that sin , if somebody commit he will be like the one who had whole world and
has been taken back from him ?*
A. Leaving the fast of Ramazan
B. Drinking too much wine
C. Including Riba (usuary) in the business
D. Including the property of Orphan falsely
in the business
E. Not paying the Mahr of his wife
F. Helping to a innovator in his innovation
G. None of the above
H. I want to know
✅ *Sahi jawab G-Inmein se koi nahi* 💐
*Kyunki Wo gunah hai Nashe ki wajah se ek
namaz chorh dena*
-------------
Abdullah bin umar radi allahu anhuma se
rvayat hai ki RasoolAllah SallAlalahu alaihi wasallam ne farmaya jis shakhs ne
nashe ki wajah se ek namaz chorh di to wo aisa hai jaise ki duniya aur uska
sara saman is ka tha aur us se wapas cheen liya gaya.aur jis shakhs ne nashe ki
wajah se char baar namaz corh di to Allah subhanahu par lazim hai usko
Teenat-Al-Khabal peelaye ,pucha gaya ki Ya Rasool-Allah Sallallahu alaihi
wasallam Teenat-Al-Khabal kya cheez hai
to Aapne farmaya Ahl-e-jahannam ki Peep
Al-Silsila-tus-Sahiha Hadees # 732
---------
Comments : Jab Nashe ki wajah se namaz
chorh dene ki itni badi saza hai to zara gaur kijiye jo log nashe mein nahi
hote aur sirf apne job ya tijarat ke liye jaanbujh kar namaz chorh dete unka
kya hashr hoga.
-------
عَنْ عَبْدِ اللهِ بْنِ عَمْرٍوعَنْ
رَسُولِ اللهِ صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم
أَنَّهُ قَالَ مَنْ تَرَكَ الصَّلَاةَ سُكْرًا مَرَّةً وَاحِدَةً فَكَأَنَّمَا
كَانَتْ لَهُ الدُّنْيَا وَمَا عَلَيْهَا فَسُلِبَهَا وَمَنْ تَرَكَ الصَّلَاةَ
سُكْرًا أَرْبَعَ مَرَّاتٍ كَانَ حَقًّا عَلَى اللہِ عَزَّ وَجَلَّ أَنْ
يَسْقِيَهُ مِنْ طِينَةِ الْخَبَالِ قِيلَ وَمَا طِينَةُ الْخَبَالِ؟ يَا رَسُولَ
اللهِ قَالَ عُصَارَةُ أَهْلِ جَهَنَّمَ.
✅ *Answer G- None of the above* 💐
*Because that sin is, leaving a prayer due
to drunk*
----------
Narrated by Abdullah ibn umar radi Allahu
anhuma RasoolAllah SallAlalahu alaihi wasallam said whoever gets drunk and
leave a salah (prayer) then he will be like the one who had whole world
and whatever in it ,and has been taken
back from him and whoever leaves four prayer due to drunk , then it is binding
on Allah that he will give him to drink Teenat-Al-Khabal , The people asked Ya
Rasool-Allah Sallallahu alaihi wasallam what is Teenat-Al-Khabal , he said the discharge of wounds, flowing from
the people of Hell.
Al-Silsila-tus-Sahiha Hadees # 732
---------
Comments : Just think , because of the
drink if anybody neglect prayer then he will get this much punishment ,
what about those , who left prayer
intentionally just because of their job or business or any other reason.
---------
عَنْ عَبْدِ اللهِ بْنِ عَمْرٍوعَنْ
رَسُولِ اللهِ صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم
أَنَّهُ قَالَ مَنْ تَرَكَ الصَّلَاةَ سُكْرًا مَرَّةً وَاحِدَةً فَكَأَنَّمَا
كَانَتْ لَهُ الدُّنْيَا وَمَا عَلَيْهَا فَسُلِبَهَا وَمَنْ تَرَكَ الصَّلَاةَ
سُكْرًا أَرْبَعَ مَرَّاتٍ كَانَ حَقًّا عَلَى اللہِ عَزَّ وَجَلَّ أَنْ
يَسْقِيَهُ مِنْ طِينَةِ الْخَبَالِ قِيلَ وَمَا طِينَةُ الْخَبَالِ؟ يَا رَسُولَ
اللهِ قَالَ عُصَارَةُ أَهْلِ جَهَنَّمَ.
No comments:
Post a Comment