❗
Only-Quran-Hadith Quiz 544 ❗
Do sawal hain
Sawal 1 : Inmein se wo kaunsa azkar hai jisko koi banda sachche dil se padhta hai
to wo Azkar Allah Subhanahu ke Arsh tak
jata hai
A. La ilaha illAllah
B. Allahumma innaka afuwwun tuhibbul-afwa,
fafu anni
C. SubhanAllahi wa biHamdihi,
Subhan-Allahil-azeem
D. Subhan Al
Malik Al Quddus, Rabbil-Arsh-il-Azeem
E. La Hawla wa La
Quwwata illa Billah
F. SubhanAllah Wa
Alhamdulillah
Wa La ilaha
illAllahu Wa Allahu Akbar
G. Sahi Jawab ka
intezar hai
Sawal 2 : Wo Azkar Arsh par kab tak rahta hai ?
A. Jab tak Qayamat qayam na hogi tab tak
B. Jab tak kahne wale bande ki wafat nahi
ho jati
C. Jab tak uski rooh arsh tak na pahuch
jaye
D. Jab tak wo
banda jannat mein na chala jaye
E. Inmein se koi
nahi
F. Sahi jawab ka
intezar hai
❗ Only-Quran-Hadith Quiz ❗
There are two
quiz
Quiz 1 : What is
that azkar if a slave recite sincerely
it will reach to the Throne ?
A. La ilaha
illAllah
B. Allahumma
innaka afuwwun tuhibbul-afwa, fafu anni
C. SubhanAllahi
wa biHamdihi, Subhan-Allahil-azeem
D. Subhan Al
Malik Al Quddus, Rabbil-Arsh-il-Azeem
E. La Hawla wa La
Quwwata illa Billah
F. SubhanAllah Wa
Alhamdulillah
Wa La ilaha
illAllahu Wa Allahu Akbar
G. I want to know
Quiz 2 : How long it will stay near the
throne ?
A. Untill the Day of Qayamah
B. Untill that person die
C. Untill his soul reach to the Throne
D. Untill that person enter into paradise
E. None of the above
F. I want to know
✔💯 Sahi Jawab AE✔
------------
Abu hurairah Radi Allahu anhu se rivayat
hai ki jo shaksh bhi ikhlas ke saath (sachche dil se) la ilaha illAllah kahta
hai to uske liye aasman ke darwaze khol diye jate hain yaha tak ki wo kalma
arsh tak pahuch jata hai aur wo usee haal mein tab tak rahta hai jab tak banda
kabira gunah na kare (yani jaise hi isko padhne wala banda kabira gunah karta
hai to uska kaha hua wo kalma arsh se dur ho jata hai)
Jamia tirmizi, jild 2, 1513- Hasan
-----------
Abu Hurairah Radi Allahu anhu narrated that
the Messenger of Allah (ﷺ) said:
Any worshiper say sincerely (from the
heart) La ilaha illAllah -(None has the right to be worshipped but Allah) the
gates of heaven are opened for it, and it reaches to the Throne, it will be as
it is ,as long as he (the one who said this) avoids the major sins. (means as
the worshiper do any major sins , that kalimat get away from the Throne)
Jamia tirmizi,Book 46, 3590-Hasan
-----------
قَالَ رَسُولُ اللَّهِ صلى الله عليه
وسلم " مَا قَالَ عَبْدٌ لاَ إِلَهَ إِلاَّ اللَّهُ قَطُّ مُخْلِصًا
إِلاَّ فُتِحَتْ لَهُ أَبْوَابُ السَّمَاءِ حَتَّى تُفْضِيَ إِلَى الْعَرْشِ مَا
اجْتَنَبَ الْكَبَائِرَ
✔💯 Answer AE✔
------------
Abu Hurairah Radi Allahu anhu narrated that
the Messenger of Allah (ﷺ) said:
Any worshiper say sincerely (from the
heart) La ilaha illAllah -(None has the right to be worshipped but Allah) the
gates of heaven are opened for it, and it reaches to the Throne, it will be as
it is ,as long as he (the one who said this) avoids the major sins. (means as
the worshiper do any major sins , that kalimat get away from the Throne)
Jamia tirmizi,Book 46, 3590-Hasan
-----------
قَالَ رَسُولُ اللَّهِ صلى الله عليه
وسلم " مَا قَالَ عَبْدٌ لاَ إِلَهَ إِلاَّ اللَّهُ قَطُّ مُخْلِصًا
إِلاَّ فُتِحَتْ لَهُ أَبْوَابُ السَّمَاءِ حَتَّى تُفْضِيَ إِلَى الْعَرْشِ مَا
اجْتَنَبَ الْكَبَائِرَ
No comments:
Post a Comment