❗ Only-Quran-Hadith
Quiz 578 ❗
*Dusre sawal mein jawab ek se zyada hain*
*Sawal 1 : Wo kya hai jo kisi ko maaf karne
par badha diya jata hai ya badha di jati hai ?*
*Sawal 2 : Rishtedaro ke saath achcha suluk
karne par inmein se kya kya badh jata hai ?*
A. Hikmat
B. Umar
C. Sehat
D. Rizq
E. Jannat mein
darja
F. Inmein se koi
nahi
*G. Sahi jawab ka
intezar hai*
❗ *Only-Quran-Hadith Quiz* ❗
*The second
question has more than two answer*
*Quiz 1 : What is
that thing if a person forgive somebody It will be increase ?*
*Quiz 2 : What is increase if somebody keep
good relations with relatives?*
A. Wisdom
B. Age
C. Health
D. Sustenance (Rizq)
E. Status in paradise
F. None of the above
*G. I want to know*
*Sahi Jawab F
BD* 💐
-------------
✦ Abu Hurairah
Radi Allahu anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne
farmaya sadqa dene se kabhi maal kam nahi hota.Jo banda kisi ko maaf kar deta
hai to Allah subhanhu uski *EZZAT* badha deta hai, aur jo banda Allah subhanahu
ke liye aajizi (narmee) karta hai to Allah subhanahu uska darja buland kar deta
hai
Sahih Muslim, Jild 6, # 6592
✦ Hadith: Abu
Hurairah Radi allahu anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sallallahu Alaihi
wasallam ne farmaya jo ye chahe ki uska *RIZQ* badh jaye aur uski *UMAR* lambi
ho jaye usko chahiye ki sila-rahmi
(rishteydaron ke saath achcha suluq) karey.
Sahih Bukhari, 2067
Answer F BD*
💐
------------------
✦ Abu Huraira
reported Allah's Messenger (ﷺ) as saying: Charity does
not in any way decrease the wealth and the servant who forgives, Allah adds to
his *RESPECT*, and the one who shows
humility Allah elevates him in the estimation (of the people).
Sahih Muslim,Book 32, #6264
✦ Narrated Anas
bin Malik Radi Allahu Anhu I heard Allah's Messenger (ﷺ)
saying, Whoever desires an expansion in his *SUSTENANCE (RIZQ)* and *AGE* ,
should keep good relations with his Kith and kin.(Relatives).
Sahih Bukhari,Book 34, # 281
No comments:
Post a Comment