Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Tuesday, October 9, 2018

❗ Only-Quran-Hadith Quiz 539❗


  Only-Quran-Hadith Quiz  539

*Quiz mein 3 sawal hain is tarah jawab dijiye CAE / BDC*

Sawal 1 : Kaba sharif ke ek se zyada darwaze kisne banwaye they ?

A. Uthman bin talha Radi Allahu anhu
B. Umar Radi allahu anhu
C. Abdullah bin zubair Radi Allahu anhu
D. Al-Hajjaj ibn Yusuf
E. Inmein se koi nahi


Sawal 2 : Unhone Kaba sharif ke ek se zyada darwaze kyu banwaye they ?

A. Rasool-Allah ki ye tamanna thi
B. Unhe khwab mein ilham hua
C. Kaba se khilafat chalane ke liye
D. Ibrahim Alaihi salam ke waqt do  darwaze they
E. Inmein se koi nahi

Sawal 3 : uske baad phir se kaba ka ek darwaza kisne bana diya ?

A. Uthman bin talha Radi Allahu anhu
B. Yajid bin muwaiyah
C. Abdullah bin zubair Radi Allahu anhu
D. Al-Hajjaj ibn Yusuf
E. Inmein se koi nahi
F. *Sahi jawab ka intezar hai*

Only-Quran-Hadith Quiz

There are three questions,  reply like this ACD / CAB

Quiz 1 : Who made one more door of Kaba ?

A. Usama bin zaid Radi Allahu anhu
B. Uthman bin talha Radi Allahu anhu
C. Abdullah bin zubair Radi Allahu anhu
D. Umar Radi Allahu anhu
E. None of the above

Quiz 2 : Why he made one more door of kaba ?

A. It was the wish of our Prophet
B. He got indication in dream from Allah
C. To rule the caliphate from kaba
D. Because at the time of Ibrahim Alaihi salam kaba had two doors
E. None of the above


Quiz 3 : Again who rebuild tha kaba with one door ?

A. Uthman bin talha Radi Allahu anhu
B. Yajid bin muwaiyah
C. Abdullah bin zubair Radi Allahu anhu
D. Al-Hajjaj ibn Yusuf
E. None of the above
F. *I want to know*

✔💯 Sahi Jawab CAD
----------------
Aswad Radi Allahu anhu se rivayat hai ki Abdullah ibn Zubair Radi allahu anhu ne Aisah radi allahu anha se rivayat kiya ki ek baar Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne irshad farmaya tha ki eh aisha Radi allahu anha agar tumhari qaum (daur e jahiliyat) qareeb na hoti to main kaba ko phir se tamir karke uske do darwaze bana deta ek darwaze se log dakhil hote aur dusre darwaze se niklal jate
baaad mein Abdulah bin zubair radi allahu anhu ne ye kaam kiya yani kaba ke do darwaze banaye
Sahih Bukhari,126


Ibn ishaq se rivayat hai ki Kaba Abdullah bin zubair radi allahu anhu ki khilafat ke aane tak waisa hi raha jaisa Quraish ne banaya tha Abdullah bin zubair ki khilafat ke waqt 60 Hijri ke baad  kabe mein aag lag gayee  aur kaba jal gaya to Abdullah bin zuber ne wo hadith jo unhone Aisha radi allahu anha se suni thi usmein Rasool-Allaah salalahu alaihi ki khwahish ke hisab se kaba ke do darwaze banaye ek andar aane ka dusra bahar jane ka aur hateem ko andar shamil kar liya aur darwazo ko zameen ke barabar rakha , aapki khilafat tak kaba isee tarah raha aur jab zalim Hajjaj bin yusuf ne apako saheed kar diya to usne Abdul malik ibn marwan ke hukm se phir se kaba ko pahle ke jaisa bana diya
Tafsir ibn kathir,  Surah Baqara (2),  Aayat #127

http://qurango.com/images/t1/241.jpg

http://qurango.com/images/t1/242.jpg

✔💯 Answer CAD
--------------
Narrated Aswad: Abdullah Ibn Az-Zubair said to me, "Aisha Radi allahu anha told me that once the Prophet () said, O Aisha ! Had not
your people been still close to the pre-Islamic period of ignorance (infidelity)! I would have dismantled the Kaba and would have made
two doors in it; one for entrance and the other for exit."
 Later on Ibn Az-Zubair did the same ( he made two doors of kaba)
Sahih Bukhari,Book 3, Hadith 128

Ibn Ishaq said,  The Ka`bah remained the same way the Quraysh rebuilt it, until it was burned during the reign of `Abdullah bin Az-Zubayr, after the year 6o H, at the end of the reign of Yazid bin Mu`awiyah. During that time, Ibn Az-Zubayr was besieged at Makkah. When it was burned, Ibn Az-Zubayr brought the Ka`bah down and built it upon the foundations of Ibrahim, including the Hijr in it. He also made an eastern door and a western door in the Ka`bah and placed them on ground level. He had heard his aunt `A'ishah, the Mother of the believers, narrate that the Messenger of Allah had wished that. The Ka`bah remained like this throughout his reign, until Al-Hajjaj killed Ibn Az-Zubayr and then rebuilt it the way it was before, by the order of `Abdul-Malik bin Marwan.
Tafsir ibn kathir,  Surah Baqara (2),  Verse #127

http://www.qtafsir.com/index.php?option=com_content&task=view&id=303

No comments:

Post a Comment