❗ Only-Quran-Hadith Quiz 540 ❗
Do sawal hain
Sawal 1 : Quran ki kaunsi surah mein ye
hukm diya gaya hai ki fajar ke waqt Quran padha karo ?
A. Surah Al-Baqara (2)
B. Surah An-Nahl (16)
C. Surah Al-Isra (17)
D. Surah Al-Kahf
(18)
E. Inmein se koi
nahi
F. Sahi jawab ka
intezar hai
Sawal 2 : Is
aayat mein fajar ke waqt khas taur se Quran padhne ka hukm kyu diya gaya hai?
A. Raat ke farishte is par gawah bante hain
B. Din ke farishte is par gawah bante hain
C. Fajar ke waqt Allah aasman e duniya par
nuzul farmate hain
D. Raat aur din ke farishte is par gawah
bante hain
E. Dohra ajar
milta hai
F. Sahi jawab ka
intezar hai
❗ Only-Quran-Hadith Quiz ❗
There are two
quiz
Quiz 1 : In which
Surah of Quran it is recommended to recite Quran at the time of fajar (early
dawn) ?
A. Surah Al-Baqara (2)
B. Surah An-Nahl (16)
C. Surah Al-Isra (17)
D. Surah Al-Kahf
(18)
E. Inmein se koi
nahi
F. Sahi jawab ka
intezar hai
Quiz 2 : According this verse why it is
recommended to recite Quran at the time of fajar (early dawn) ?
A. It is witnessed by the angels of the
night
B. It is witnessed by the angels of the Day
C. This time Allah Descends to the heaven
of the world
D. It is witnessed by the angels of the
night and day
E. A person get double reward
F. I want to know
✔💯Sahi Jawab CD ✔
--------------
Al Quran : Suraj ke dhalne se raat ke
andhere tak namaz qayam karo aur Fajar ke waqt Quran padha karo, Beshak Fajar
ke waqt Quran padhna (farishto ki) gawahi ka sabab banta hai
Surah Al-Isra (17) Aayat 78
Abu Hurairah Radi Allahu anhu se rivayat
hai ki Rasool-Allah ﷺ ne is aayat
*أَقِمِ الصَّلَاةَ لِدُلُوكِ الشَّمْسِ إِلَىٰ غَسَقِ اللَّيْلِ
وَقُرْآنَ الْفَجْرِ ۖ إِنَّ قُرْآنَ الْفَجْرِ كَانَ مَشْهُودًا*
ki tafseer mein farmaya ki is par raat aur
din ke farishte hazir (gawah) hote hain
Jami Tirimizi, Jild 2, 1060-sahih
✔💯Answer : CD ✔
-------------
Al Quran : Perform As-Salat
(Iqamat-as-Salat) from mid-day till the darkness of the night (i.e. the Zuhr,
'Asr, Maghrib and 'Isha' prayers), and recite the Qur'an in the early dawn
(Fajar). Verily, the recitation of the Qur'an in the early dawn is ever
witnessed (attended by the angels in
charge of mankind of the day and the night) .
Surah Al-Isra (17) Aayat 78
-------------
Narrated Abu Hurairah Radi Allahu Anhu
regarding Allah, Most High, saying:
أَقِمِ الصَّلَاةَ لِدُلُوكِ الشَّمْسِ
إِلَىٰ غَسَقِ اللَّيْلِ وَقُرْآنَ الْفَجْرِ ۖ إِنَّ قُرْآنَ الْفَجْرِ كَانَ
مَشْهُودًا
"And recite the Qur'an in the early
dawn. Verily the recitation of the Qur'an in the early dawn is ever witnessed
(17:78)."
The Prophet (ﷺ)
said: "It is witnessed by the angels of the night and the angels of the
day."
Jami Tirimizi, Book 44, 3135-Sahih
No comments:
Post a Comment