❗ Only-Quran-Hadith Quiz 546 ❗
Jawab ek se ziyada hain
*Sawal : Isme se wo kaunse azkar hai jisko
padhne se shaitan padhne wale dur ho jata hai ?*
A.
Ghar se nikalte
waqt ye padhne se..
Bismillahi
tawakkaltu AlAllahi La haula wa La quwwata illa billah
B.
Bazar mein dakhil
hote waqt ye padhne se..
✦ La ilaha illAllah wahdahu la sharika
lahu, lahul-mulk wa lahul-hamd,
wa huwa Ala kulli
shayin qadir
C.
Fajar ki namaz ke
baad 10 baar ye padhne se..
✦ La ilaha illAllah wahdahu la sharika
lahu, lahul-mulk wa lahul-hamd Yuhi wa Yumeet,
wa huwa Ala kulli
shayin qadir
D.
Masjid mein dakhil hote waqt ye padhne se..
Aawuzu billahil-Azim, Wa bi-Wajhihil-Karim,
wa Sultanihil-qadim, minash-Shaytanir-rajim
E.
Subah ke waqt 3
baar ye padhne se...
Allahumma bika
Asbahna wa bika Amsayna, wa bika nahya wa bika namutu wa ilaik An nushur
F. Sahi jawab ka
intezar hai
❗ Only-Quran-Hadith Quiz ❗
*Quiz : What are
the azkar if a person recites, the devils will go far or he will be protected
from devil ?*
Answers are more than one
A.
When a person goes out of his house and
says..
Bismillahi
tawakkaltu AlAllahi La haula wa La quwwata illa billah
B.
When a person enter in market and says..
✦ La ilaha
illAllah wahdahu la sharika lahu, lahul-mulk wa lahul-hamd,
wa huwa Ala kulli shayin qadir
C.
When a person recite 10 time after fajar
prayer..
✦ La ilaha
illAllah wahdahu la sharika lahu, lahul-mulk wa lahul-hamd Yuhi wa Yumeet,
wa huwa Ala kulli shayin qadir
D.
When a person recite this while entering in
masjid..
Aawuzu billahil-Azim, Wa bi-Wajhihil-Karim,
wa Sultanihil-qadim, minash-Shaytanir-rajim
E.
When a person recite this 3 times in the
morning..
Allahumma bika Asbahna wa bika Amsayna wa
bika nahya wa bika namutu wa ilaik An nushur
F. I want to know
✔💯 Sahi Jawab ACD ✔
----------------
Hadith 1 :
✦ Rasool-Allah
Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya jab aadmi apne ghar se nikle aur ye dua
padhe
بِسْمِ اللَّهِ تَوَكَّلْتُ عَلَى
اللَّهِ لاَ حَوْلَ وَلاَ قُوَّةَ إِلاَّ بِاللَّهِ
Bismillahi
tawakkaltu AlAllahi La haula wa La quwwata illa billah
to usey (Allah ki
taraf se) kaha jata hai ki tujhe hidayat di gayee, teri kifayat ki gayee aur
teri hifazat ki gayee aur *shaitan us se dur ho jata hai*. Aur dusra shaitan us
se kahta hai ki us aadmi ke saath tera kya haal ho sakta hai jise hidayat di
gayee ho, jiski kifayat ki gayee ho aur jiski hifazat ki
gayee ho
Sunan Abu Dawud, jild 3, 1654-Sahih
Hadith 2 :
✦ Abu Dharr
Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi wasallam ne
farmaya jo shakhs fajr ki namaz ke baad do zanu hokar baitha rahe
(jis tarah tashahud mein baithta hai ) aur
phir kisi se baat kiye bagair 10 baar ye padhe
لاَ إِلَهَ إِلاَّ اللَّهُ وَحْدَهُ
لاَ شَرِيكَ لَهُ لَهُ الْمُلْكُ وَلَهُ الْحَمْدُ يُحْيِي وَيُمِيتُ وَهُوَ عَلَى
كُلِّ شَيْءٍ قَدِيرٌ
To uske liye 10 nekiya likh di jayengi , 10
gunah maaf kar diye jayenge, 10 darjat buland kiye jayenge,
Aur us din har burayee se mehfooz rahega,
Aur *usko shaitan ki pahuch se dur kar diya jayega*
aur usko us din shirk ke alawa koi gunah
halaq nahi kar sakega
Jamia Tirmizi, Jild 2, 1399-Hasan
Hadith : 3
Amr bin aas Radi Allahu anhu se rivayat hai
ki Rasool-Allah Sal-Allahau alaihi wasallam jab masjid mein tashrif le jaate to
farmate
أَعُوذُ بِاللَّهِ الْعَظِيمِ
وَبِوَجْهِهِ الْكَرِيمِ وَسُلْطَانِهِ الْقَدِيمِ مِنَ الشَّيْطَانِ الرَّجِيمِ
Main Allah ki azmat ki aur uski zaat e
kareem ki aur uski qadeem badshahat ki shaitan mardud se panah chahta hu
aur jab masjid mein dakhil hone wala aadmee
ye kahta hai to *shaitan kahta hai ab wo mere shar se din bhar ke liye mehfooz
ho gaya*
Sunnan Abu Dawood Jild 1, Hadith 463-Sahih
✔💯Answer ACD✔
------------
Hadith 1:
✦ The Prophet
Sal-Allahu Alaihi Wasallam said: When a man goes out of his house and says:
بِسْمِ اللَّهِ تَوَكَّلْتُ عَلَى
اللَّهِ لاَ حَوْلَ وَلاَ قُوَّةَ إِلاَّ بِاللَّهِ
Bismillahi
tawakkaltu AlAllahi La haula wa La quwwata illa billah
"In the name of Allah, I trust in
Allah; there is no might and no power but in Allah,"
the following will be said to him at that
time: "You are guided, defended and protected." *The devils will go
far from him* and another devil will say: How
can you deal with a man who has been
guided, defended and protected?
Sunan Abu Dawud, Book 42, 5076-Sahih
Hadith 2:
✦ Abu Dharr
Radi Allahu Anhu narrated that: The Messenger of Allah Sal-Allahu Alaihi
wasallam said: Whoever says ten times at the end of every Fajr prayer
before speaking, while his feet are still
folded (means as he sit in the tashhud) ,
لاَ إِلَهَ إِلاَّ اللَّهُ وَحْدَهُ
لاَ شَرِيكَ لَهُ لَهُ الْمُلْكُ وَلَهُ الْحَمْدُ يُحْيِي وَيُمِيتُ وَهُوَ عَلَى
كُلِّ شَيْءٍ قَدِيرٌ
✦ La ilaha
illAllah wahdahu la sharika lahu, lahul-mulk wa lahul-hamd Yuhi wa Yumeet, wa
huwa Ala kulli shayin qadir
then ten good deeds shall be written for
him, ten evil deeds shall be wiped away from him, ten degrees shall be raised
up for him, and he shall be in security
all that day from every disliked thing, and *he shall be in protection from
Shaitan,*
and no sin will meet him or destroy him
that day, except for associating partners with Allah.”
Jamia Tirmizi, Book 45, Hadith 3474-Hasan
Hadith 3:
Amr bin aas Radi Allahu anhu reported :
The prophet (ﷺ)
that when he entered the mosque, he would say:
أَعُوذُ بِاللَّهِ الْعَظِيمِ
وَبِوَجْهِهِ الْكَرِيمِ وَسُلْطَانِهِ الْقَدِيمِ مِنَ الشَّيْطَانِ الرَّجِيمِ
I seek refuge in Allah, the Magnificent,
and in His noble face, and in his eternal domain, from the accursed Devil.
And when anyone says so. *The devil says:
he is protected from me all the day long.*
Sunnan Abu Dawood, Book 2, 466-Sahih
No comments:
Post a Comment