❗
Only-Quran-Hadith Quiz 555❗
Quiz mein do sawal hain
Sawal 1 : Umrah mein Ramal karna kisko
kahte hain ?
A. Kaba ke charo aur 7 chakkar lagana
B. Marwa se Safa
tak jaldi jaldi chalna
C. Safa aur marwa
ke beech ke hisse mein jaldi chalna
D. Tawaf ke waqt
jaldi jaldi chalna
E. Inmein se koi nahi
F. Sahi Jawab ka
intezar hai
Sawal 2 :
Rasool-Allah ﷺ ne sahaba ko umrah karte waqt
kitne chakkaro mein ramal ka hukm farmaya tha ?
A. 7
B. 5
C. 3
D. 1
E. Inmein se koi nahi
F. Sahi Jawab ka
intezar hai
❗ Only-Quran-Hadith Quiz ❗
There are two
question
Quiz 1 : What
is the Ramal in the process of umrah?
A. Walking Seven times around kaba
B. Walking faster from Marwa to Safa
C. Walking faster between the particular
place of safa and marwa
D. Walking faster during the process of
tawaf
E. None of the above
F. I want to know
Quiz 2 : For how many rounds the Prophet
Sal-Allahu Alaihi Wasallam ordered to his companions to do Ramal ?
A. 7
B. 5
C. 3
D. 1
E. None of the above
F. I want to know
✔💯 Sahi Jawab DC ✔
--------
Ibn
Abbas Radi Allahu anhuma se rivayat hai ki jab Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam
(Makka) tashrif laye to mushriko ne kaha ki Muhammed Sal-Allahu Alaihi Wasallam
aaye hain aur unke saath aise log aaye hain
jinko yasrib (Madina Munawwara) ke bukhar ne kamzor kar diya hai isliye Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne
hukm diya ki tawaf ke pahle teen chakkaro mein ramal kare ( yani tez tez chale
jis se quwwat ka izhar ho) aur dono yamani rukno ke darmiyan hasab e mamul
(normal) chale , Aur Aap Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne hukm nahi diya tha ki
sab phaero mein ramal kare isliye ki
usmein aasani ho
Sahih Bukhari, Jild 2, 1602
✔💯Answer DC ✔
-------------
Narrated Ibn Abbas Radi Allahu Anhuma When Allah's Apostle Sal-Allahu Alaihi
Wasallam and his companions came to Mecca, the pagans circulated the news that
a group of people were coming to them and they had been weakened by the Fever
of Yathrib (Medina). So the Prophet Sal-Allahu Alaihi Wasallam ordered his
companions to do Ramal (walking faster) in the first three rounds of Tawaf of
the Ka'ba and to walk between the two corners (The Black Stone and Yemenite corner).
The Prophet did not order them to do Ramal in all the rounds of Tawaf out of
pity for them.
Sahih bukhari, Book 26, Hadith 672
No comments:
Post a Comment