❗ Only-Quran-Hadith
Quiz 593 ❗
*Do Sawal hain*
*Sawal 1 : Qatiran kya hai ?
A. Garam pani
B. Dahakti huyee aag
C. Jahannam ki wadi
D. Pighla hua tanba
E. Jahannam ka pool
F. inmein se koi nahi
G. Sahi jawab ka
intezar hai
*Sawal 2 :
Qatiran se kya cheez bani huyee hogi?*
A. Jahannamiyo ka
ghar
B. Jahannamiyo ki
zanjeerein
C. Jahannamiyo ka
khana
D. Jahannam ki zameen
E. Jahannamiyo ke libas
F. inmein se koi nahi
*G. Sahi jawab ka
intezar hai*
❗Only-Quran-Hadith Quiz❗
*There are two
questions*
*Quiz 1 : What is
Qatiran ?*
A. Hot water
B. Fiercely
blazing Fire
C. Valley of the hell
D. Dissolved lead
E. The bridge of the Hell
F.
None of the above
G. I want to know
Quiz 2 : What will be made by Qatiran in
Hell?
A. The home for the people of Hell
B. The shackles of the people of Hell
C. The Food for the people of Hell
D. The surface of the hell
E. The garments of the people of Hell
F.
None of the above
G. I want to know
✅ *Sahi jawab DE
---------
وَتَرَى الْمُجْرِمِينَ يَوْمَئِذٍ
مُّقَرَّنِينَ فِي الْأَصْفَادِ
سَرَابِيلُهُم مِّن *قَطِرَانٍ*
وَتَغْشَىٰ وُجُوهَهُمُ النَّارُ
---------
Al Quran : Aur us din tum gunahgaron ko
dekhoge ki zanjeeron mein jakde huye hain
unke kurte gandhak (pighle huye
taanbe) ke honge aur unke munho ko aag
lapet rahi hogi
Surah Ibrahim (52), 49-50
Ibn Abbas radi allahu anhuma is aayat ki
tafisr mein farmate hain ki *Pighle huye taanbe* ko Qatiran kahte hain aur is
se jahannamiyo ke libas bane huye honge
Tafsir Ibn kahtir, Surah Ibrahim (52), -50
✅ Sahi jawab DE
---------
وَتَرَى الْمُجْرِمِينَ يَوْمَئِذٍ
مُّقَرَّنِينَ فِي الْأَصْفَادِ
سَرَابِيلُهُم مِّن *قَطِرَانٍ*
وَتَغْشَىٰ وُجُوهَهُمُ النَّارُ
---------
Al Quran : Aur us din tum gunahgaron ko
dekhoge ki zanjeeron mein jakde huye hain unke kurte gandhak (Pighle huye
taanbe) ke honge aur unke munho ko aag lapet rahi hogi
Surah Ibrahim (52), 49-50
Ibn Abbas radi allahu anhuma is aayat ki
tafisr mein farmate hain ki *Pighle huye taanbe* ko Qatiran kahte hain aur is
se jahannamiyo ke libas bane huye honge
Tafsir Ibn kahtir, Surah Ibrahim (52),
49-50
✅ *Answer DE
--------
وَتَرَى الْمُجْرِمِينَ يَوْمَئِذٍ
مُّقَرَّنِينَ فِي الْأَصْفَادِ
سَرَابِيلُهُم مِّن *قَطِرَانٍ*
وَتَغْشَىٰ وُجُوهَهُمُ النَّارُ
---------
Al Quran : And you will see the criminals
that Day bound together in shackles,
Their garments of liquid pitch and their
faces covered by the Fire.
Surah Ibrahim (52), 49-50
Ibn Abbas Radi allahu anhu used to say that
the Qatiran, mentioned in the Ayah, is *dissolved lead.*
Tafsir Ibn kahtir, Surah Ibrahim (52),
49-50
No comments:
Post a Comment