Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Sunday, October 21, 2018

❗ Only-Quran-Hadith Quiz 553 ❗


 Only-Quran-Hadith Quiz 553 


*Sawal : inmein se kiske liye Jannat mein ek ghar banaya jata hai jiska naam Tarif wala ghar rakha jata hai ?*

A. Jiska Akhlaq bahut achcha ho
B. Jo din raat mein farz ke alawa 12 rakat sunnat ada kare
C. Jo Jihad mein Allah ki hamd karte huye shaheed ho jaye
D. Jo Mazak mein bhi jhooth na bole
E. Jo masjid mein jama hokar Allah ki tarif bayan karte hain
F. Inmein se koi nahi
G. Sahi jawab ka intezar hai


Only-Quran-Hadith Quiz  

*Quiz : For whom A house being built in the paradise named Bait Al Hamd  ?*

A. The who made his character good.
B. Who prays in a day and a night twelve Rakahs (voluntary)
C. The one who dye in Jihad by praising Allah
D. A man who avoids lying even if he were joking
E. The one who gather in a masjid and praise Allah much
F. None of the above
G. I want to know

✔💯  Sahi Jawab F
*Jo Apne aulad ki wafat par bhi sabr kare aur Allah ki hamd bayan kare*
-------------
Abu sinaan Radi Allahu Anhu se rivayat hai Main apne bete Ko dafan kerne ke bad abhi Qabr Mai hi tha Ke Hazrat Abu Talha Radi Allahu Anhu ne mera hath
pakad ker Mujhe bahr nikala aur kaha Ke Mein tumhein Khush khabri na sunao ?  Maine kaha kyu nahi unhone apne Hazrat Abu Musa Radi Allahu Anhu Ki ye
hadees snayee ki Nabi Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne irshad farmya jab kisi ki aulad ki wafat ho jati hai to Allah Subhanahu Farishto Se farmata hai  Kya tumne
mere bande Ke bete Ki Rooh Qabz ker li ? Kya tum uski ankhon ki thandak aur Jigar ke tukde Ko le aaye ? Wo kahte hai Ji haan !Allah Subhanahu Puchta hai fir
mere bande ne kya kaha? wo arz karte hain Ke usne Aap ki tarif bayan ki aur teri hi taraf aana hai kaha (yani inna lillahi wa inna ilaihi rajeuun padha) Allah
Subhanahu farmata hai Jannat mein us shaks Ke liye ek ghar bana do aur uska naam Bait Al hamd (yani tarif wala ghar) rakh do
Masnad Ahmed Jild 6, 1500-Sahih
Mishkat , Jild 2,225-Hasan
Sunan Al-Kubra Al-Baihiqi-6606-Hasan
-----------
عَنْ أَبِي سِنَانٍ، قَالَ دَفَنْتُ ابْنِي سِنَانًا وَأَبُو طَلْحَةَ الْخَوْلاَنِيُّ جَالِسٌ عَلَى شَفِيرِ الْقَبْرِ فَلَمَّا أَرَدْتُ الْخُرُوجَ أَخَذَ بِيَدِي فَقَالَ أَلاَ أُبَشِّرُكَ يَا أَبَا سِنَانٍ ‏.‏ قُلْتُ بَلَى ‏.‏
 فَقَالَ حَدَّثَنِي الضَّحَّاكُ بْنُ عَبْدِ الرَّحْمَنِ بْنِ عَرْزَبٍ عَنْ أَبِي مُوسَى الأَشْعَرِيِّ أَنَّ رَسُولَ اللَّهِ صلى الله عليه وسلم قَالَ ‏
"‏ إِذَا مَاتَ وَلَدُ الْعَبْدِ قَالَ اللَّهُ لِمَلاَئِكَتِهِ قَبَضْتُمْ وَلَدَ عَبْدِي ‏.‏ فَيَقُولُونَ نَعَمْ ‏.‏ فَيَقُولُ قَبَضْتُمْ ثَمَرَةَ فُؤَادِهِ ‏.‏ فَيَقُولُونَ نَعَمْ ‏.‏ فَيَقُولُ مَاذَا قَالَ عَبْدِي فَيَقُولُونَ حَمِدَكَ وَاسْتَرْجَعَ ‏.‏ فَيَقُولُ اللَّهُ ابْنُوا لِعَبْدِي بَيْتًا فِي الْجَنَّةِ وَسَمُّوهُ بَيْتَ الْحَمْدِ


*💯 Answer F *
---------------------
Abu Sinan Radi Allahu anhu said that he buried his son, Sinan, Meanwhile, Abu Talha Radi Allahu Anhu was sitting at the edge of a grave. When they were departed, he  held him by the hand and said, Shall I not give you the good news, 0 Abu Sinan? He said Certainly! So he narrated that Dahhak ibn Abdur Rahman ibn Arzab reported to him on the authority of Abu Musa Ash’ari that Allah’s Messenger Sal-Allahu Alaihi Wasallam said: When someone’s son dies, Allah asks the angels,
Did you take away the  son of My slave? They say, Yes. He asks, Did you take away the fruit of his heart?” They say, :Yes. So, He asks, What did My slave say? They say, He praised you and said Return is towards you  ( means he said inna lillahi wa inna ilaihi rajeuun). So, Allah says, Build for My slave a house in
Paradise and name it Bait Al-Hamd (House of Praise).
Masnad Ahmed, Vol 6, 1500-Sahih
Mishkat , Vol 2,225-Hasan
Sunan Al-Kubra Al-Baihiqi-6606-Hasan

No comments:

Post a Comment