❗
Only-Quran-Hadith Quiz 570❗
Sawal : Rasool-Allah ﷺ ne
kiske liye ye farmaya ki usmein koi khair nahi ?
A. Jo sila rahmi
nahi karta
B. Jo Maan baap
ki farmabardari nahi karta
C. Jo Mehman
nawazi nahi karta
D. Jo Zakat ada
nahi karta
E. Jo Pabandi se
namaz ada nahi karta
F. Jo Padosi ka
haq ada nahi karta
G. Inmein se koi
nahi
H. Sahi Jawab ka
intezar hai
❗
Only-Quran-Hadith Quiz ❗
*Quiz : For whome the prophet ﷺ
said that there is no khair (good) in
the one... ?*
A. Who does not do good with relatives
B. Who does not obey their parents
C. Who does not entertain guests
D. Who does not pay charity
E. Who does not pray regularly
F.
Who does not fulfill his duty for neighbor
G.
None of the above
H. I want to know
🌹: ✔💯 *Sahi Jawab C* ✔
------------
Uqba bin aamir radi allahu anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya us shakhs mein koi khair (bhalayee) nahi jo mehman nawazi nahi karta
Masnad Ahmed ,17088 -Sahih
Al-Silsila As-Sahiha - 193
✔💯
Answerr C ✔
------------
عَنْ
عُقْبَةَ بْنَ عَامِرٍ ، يَقُولُ : قَالَ رَسُولُ اللَّهِ ، صَلَّى اللَّهُ
عَلَيْهِ وَسَلَّمَ : " لا خَيْرَ فِيمَنْ لا يُضِيفُ
-------------
Narrated by uqba bin aamir radi allahu anhu
The prophet Sal-Allahu Alaihi Wasallam said
There is no good in a person who does not
want to entertain guests
Masnad Ahmed ,17088 -Sahih
Al-Silsila As-Sahiha - 193
No comments:
Post a Comment