❗ Only-Quran-Hadith Quiz 564 ❗
*Do Sawal hain*
*Sawal 1 : Inmein
se kaun Qayamat ke din Allah subhanhu ki Afzal ibadat karne walo mein se honge
?*
A. Al-Ghurr-ul-Muhajjalun
B. Al Mujahidun
C. Al-Muhajirin
D. Al-Ansar
E. Al-Hammadun
F. Al-Mujahirin
G. Inmein se koi
nahi
H. Sahi jawab ka
intezar hai
*Sawal 2 :
Qayamat ke din Rasool-Allahﷺ se
sabse nazdeek kaun log honge ?*
A. Rasool-Allaah ﷺ ki sunnato par zyada amal karne wale
B. Rasool-Allaah ﷺ par zyada durud bhejne wale
C. Allah ki raah
mein jihad karne wale
D. Paancho Namazo
ko pabandi se ada karne wale
E. Rasool-Allaah ﷺ ke Ahl-e-bait ke saath sila rahmi karne wale
F. Inmein se koi nahi
G. Sahi jawab ka
intezar hai
❗ Only-Quran-Hadith Quiz ❗
*There are two
question in this quiz*
*Quiz 1 : Who
will be the Best slave of Allah on the day of judgement ?*
A. Al-Ghurr-ul-Muhajjalun
B. Al Mujahidun
C. Al-Muhajirin
D. Al-Ansar
E. Al-Hammadun
F. Al-Mujahirin
F.
None of the above
G. I want to know
*Quiz 2 : Who will be the nearest person to
the Prophet ﷺ on the Day of Judgement
?*
A. The one who follow the sunnah of Prophet
ﷺ
B. The one who send most salat (durud) on
Prophet ﷺ
C. The one who fight in the cause of Allah
D. The one who pray five times regularly
and sincerely
E.
The one who do good with the family of Prophet ﷺ
F.
None of the above
G. I want to know
✔💯Sahi Jawab EB✔*
-----------
✦ Imran bin
husain Radi Allahu anhu se rivayat hai ki (Rasool-Allah Sallallahu Alaihi
Wasallam ne farmaya) Qaymat ke din Allah subhanhu ke Afzal bande Al-Hammadun
(Allah Subhanahu ki bahut ziyada tarif karne wale) honge
*عَنْ عِمْرَانَ بن حُصَيْنٍ، مَرفُوعاً: أَفْضَلُ عِبَادِ اللهِ
تعالى يَوْمَ الْقِيَامَةِ الْحَمَّادُونَ*
As Silsila As Sahiha, 2760
-----------
✦ Rasool-Allah
Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya Qayamat ke din mere sabse nazdeek wo log
honge jo mujh par zyada durud bhejte hain
Jamia Tirmidhi, Jild 1, 466-Hasan
*✔💯 Answer EB ✔*
-----------
✦ Narrated by
Imran bin hussian Radi Allahu anhu (The prophet Sallallahu Alaihi Wasallam
said) on the day of judgement the best slave of Allah will be those who are
Al-Hammadun (the one who praise Allah much)
*عَنْ عِمْرَانَ بن حُصَيْنٍ، مَرفُوعاً: أَفْضَلُ عِبَادِ اللهِ
تعالى يَوْمَ الْقِيَامَةِ الْحَمَّادُونَ*
As Silsila As Sahiha, 2760
-----------
✦ The Prophet
Sallallahu Alaihi Wasallam said: The person nearest to me on the Day of
Judgement is the one who sent the most Salat (durud) upon me.
Jamia Tirmidhi, Book 3, 484-Hasan
No comments:
Post a Comment