Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Sunday, October 21, 2018

❗ Only-Quran-Hadith Quiz 561❗

❗ Only-Quran-Hadith Quiz  561❗


*Sawal  : Wo kaunse sahabi they jinko khas taur par Rasool-Allah  ﷺ  ne apni wafat se pahle hi farma diya tha ki is baras ke baad shayad tum mujhse na mil sakoge ye sun kar wo sahabi zor zor se rone lage they ?*


A. Maaz bin jabal Radi Allahu Anhu

B. Abu bakr Radi Allahu Anhu

C. Hussain Radi Allahu Anhu

D. Umar Radi Allahu Anhu

E. Khalid bin walid  Radi Allahu Anhu

F. Abu Talha Radi Allahu Anhu

G. Inmein se koi nahi

H. Sahi jawab ka intezar hai



❗ Only-Quran-Hadith Quiz ❗


*Quiz : What is the name of that companion to whom the Prophet ﷺ  specially informed that may be next year you will not be able to meet me  after hearing this, that companion start weeping in grief?*


A. Maaz bin jabal Radi Allahu Anhu
B. Abu bakr Radi Allahu Anhu

C. Hussain Radi Allahu Anhu

D. Umar Radi Allahu Anhu

E. Khalid bin walid  Radi Allahu Anhu

F. Abu Talha Radi Allahu Anhu

G.  None of the above

H. I want to know



✔💯 Sahi Jawab A ✔*

------------

Aasim bin Hameed Radi Allahu anhu se rivayat hai ki Maaz bin jabal Radi Allahu Anhu ko jab Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne (yemen) bheja to unhe waseeyat karne bahar tak aaye , wo us waqt sawar they aur Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam  unki sawari ke saath paidal chal rahe they , jab farig huye to aapne farmaya Eh maaz shsyad tum mujhse is saal ke baad mulaqat na kar sako aur shayad tum meri masjid aur meri Qabr ke pass se guzro, ye sunkar Maaz bin jabal Radi Allahu Anhu Aap  Sallallahu Alaihi Wasallam ki judayee mein zor zor se rone lage, Aap  Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya Eh Maaz, ro mat , yaqeenan (is tarah se) rona shaitan ki taraf se hai.
Al-Silsila-tus-Sahiha-2204

-----------------

عَنْ عَاصِمِ بْنِ حُمَيْدٍ السَّكُونِيِّ أَنَّ مُعَاذًا لَمَّا بَعَثَهُ النَّبِيُّ  ‌صلی ‌اللہ ‌علیہ ‌وآلہ ‌وسلم ‌خَرَجَ مَعَهُ النَّبِيُّ  ‌صلی ‌اللہ ‌علیہ ‌وآلہ ‌وسلم ‌يُوصِيهِ وَمُعَاذٌ رَاكِبٌ وَرَسُولُ اللهِ  ‌صلی ‌اللہ ‌علیہ ‌وآلہ ‌وسلم ‌يَمْشِي تَحْتَ 

رَاحِلَتِهِ فَلَمَّا فَرَغَ قَالَ: يَا مُعَاذُ! إِنَّكَ عَسَى أَنْ لَا تَلْقَانِي بَعْدَ عَامِي هَذَا [أ] وَلَعَلَّكَ أَنْ تَمُرَّ

بِمَسْجِدِي [هَذاَ أ] وَقَبْرِي فَبَكَى مُعَاذُ بْنُ جَبَلٍ جَشَعًا لِفِرَاقِ رَسُولِ اللهِ  ‌صلی ‌اللہ ‌علیہ ‌وآلہ ‌وسلم ‌فَقَالَ النَّبِيُّ  صلی اللہ علیہ وسلم : لَا تَبْكِ يَا مُعَاذُ! لَلْبُكَاءُ أَوْ إِنَّ الْبُكَاءَ مِنَ الشَّيْطَانِ


✔💯Answer A✔*
------------

Narrated by Asim bin Humaid Radi Allahu anhu When Allah's Messenger  ﷺ  sent Maaz Radi Allahu anhu to the Yemen, he went out with him giving him advice, Mu'adh riding  and Allah's Messenger  ﷺ  walking beside his riding beast.  Then when he finished he said,  Perhaps, Mu'adh, you may not meet me after this year,  but perhaps, you may pass this Masjid of mine and my grave.  Mu'adh wept from grief over the departure of  Allah's Messenger  ﷺ  The Allah's Messenger  ﷺ  told him, O Maaz, dont weep . Indeed weeping (liks this) is from the devil.

Al-Silsila-tus-Sahiha - 2204

No comments:

Post a Comment